Skip to main content

Posts

Jaagtay Rehnay Say Kahan Ruktay Hain Behtay Aansoo

Jaagtay Rehnay Say Kahan Ruktay Hain Behtay Aansoo, Umar Bhar Ho Gi Yeh Barsat Chalo So Jaain.....

Phir Kisi Pyaas Ke Sehra Mein Tujhe Neend Aaye

Phir Kisi Pyaas K Sehra Mein Tujhe Neend Aaye, Aur Tu Khawab Mein Maange Mujhe Paani Ki Tarah....

Mere Jism Se Meri Rooh Nikaal Di Usney

Mere jism se Meri Rooh Nikaal di Usney, Muje Udaas Rehne ki Aadat si Daal di Usney, Ksi ne us se Pocha, Ke Chaahat kya hai? Pehley tou Bohat Roya, Phir Meri Misaal di Usney.

Na JanE KaB Se Ho GayE ItNay ShiDDat PasaNd HuM

Na janE KaB Se Ho GayE ItNay ShiDDat PasaNd HaM ? JaB Tak ZakhaM Na KhAyin tAssali nAhi hoTi....

Aaj Kal Sab Kahte Hain Main Bujhi Bujhi Si Rehti Hon

Aaj Kal Sab Kahte Hain, Main Bujhi Bujhi Si Rehti Hon... Agar Jalti Rahti To Kab Ki Khaak Ho Jati...

Dukh Day Kar Sawaal Kartay Ho

Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho, Tum Bhe GHAALiB! Kamaal Kartay ho.. Daikh Kar Pooch Liyaa haal mera, Chalo Kuch to Khayal Kartay ho.. Shehar-e-Dil me Yeh Udasiyaan Kaisi?? Yeh Bhi mujh say Sawaal Kartay ho??? Marna Chaahain to mar nahi Saktay, Tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay ho.. Ab Kis Kis Ki Misaal Doon tum Ko ? Har Sitam Baymisaal Kartay ho....

Mujhe Bhol Jaana Agar Ho Saky

Mujhe bhol jaana agar ho sake Mat yaad karna agar ho sake, Rahe yaad kyon bh,l jaane ki baat Na kabhi aansu bahana agar ho sake, Mujhe maaf karna mere humsafar Kahin kho gaya main tumhain kho kar, Maine tumhain gham diya hain magar Sada Muskurana agar ho sake, Mujhe bhol jaana agar ho sake....