Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Romantic Urdu Shayari

Romantic Love Urdu, Hindi Shayari and SMS For FB Post

Tum haseen ho gulab jaisi ho Buhat nazuk ho khawab jaisi ho Honton sy laga kar pi joun tumhain Sar sy paoun tak sharab jaisi ho...!!! Phool khilty hain to ham sochty hain Tujh sy milny ky haseen zamany aaye...!!! Chupa leta tujhy is tarha sy meri baahon mein Hawa bhi guzarny ky liye ijazat maangy Ho jaye tery ishq mein madhhosh is tarha ky Hosh bhi wapis aany ki ijazat maangy...!!! Baat baat py muskuraty ho kiun baar baar Jaan leny ky tareeky to aur bhi hain...!!! Tum buhat saal rah liye apny Ab mery sirf mery ho ky raho...!!! Apny haseen hathon ko kisi pardy mein chipa liya karo Ham zara gustakh log hain nazro sy choom liya karty hain...!!! Kaisy tum sy kahon ky apna bana lo mujhy Lekar apni bahon mein sama lo mujhy Aaj himmat kar ky kahty hain tum sy ky Main tumhara hon ab tum hi sanbhalo mujhy...!!! Piyar ki wardat hony do Kuch to aisy haalat hony do ...

Romantic Love Quotes in Urdu Pictures for Him and Her

Aankhon ka faraib ha ya aks-e-jamal hai, Aati kiun ha nazar teri soorat jaga jaga...!!! Pahly usko socha tha ya pahly usko chaha tha, Aisi baatein kiya sochein jab sab iqrar zubani hon...!!!

Romantic Urdu Shayari Tumse Milkar Aisa Laga Jaise Bharson Purana Tumse Koi Naata Ho

Tumse milkar aisa laga jaise barson purana tumse koi naata ho Aisa laga ke sadiyon ke baad yeh dil phir ek baar dhadka ho, Na jaane kis janam ka rishta hai tumhara mujhse Aisa laga ke barson pehle tumhain kahin dekha ho, Jee gaye hum phir, the tanha akele is duniya me Aisa laga ke phir koi jeene ki wajah de gaya ho, Tumhain paane se laut aayi khushiyan saari meri zindagi me Aisa laga ke khud uperwaala tumhare libaas me zameen per aaya ho...!!!

Wedding Wada Shayari Mera Waada Hai Yeh Tum Sy Tumhain Main Itna Chahon Ga Urdu Image

Mera waada hai yeh tum sy Tumhain mein itna chahon ga Ky dunya mein kahein par bhi Muhabbat ky hawaly sy Kabhi jo baat nikly gi Hamara naam aaye ga...!!!

Romantic Taqdeer Urdu Shayari: Tere Haath Ki Main Woh Lakeer Ban Jaon

Tere Haath Ki Main Woh Laker Ban Jaon Sirf Main Hi Tera Muqadar Teri Taqder Ban Jaon, Me Tujhe Itna Chahun Ky To Bhol Jaye Her Rishta Sirf Main Hi Tere Har Rishte Ki Tasweer ...!!!

Romantic Dil Shayari: Tum Mujhe Kabhi Dil Kabhi Ankhon Se Pukaro

Tum Mujhe Kabhi Dil Kabhi Ankhon Se Pukaro, Yeh Hontoon Ke Taqaluf To Zamane Ke Liye Hain...!!!

Mehboob Romantic Urdu Shayari: Sabse Juda Mere Mahboob Ki Ada

Sabsy Juda Mere Mahbob Ki Adaa Jiski Eak Moskan Pe Sara Jaha Hai Fidaa, Par Us Haseen Chahre Ne Banaya Hai Mujhe Apna Khoda Aur Mere Dil Ki Duaa Bss Yahi Kahti Hai, Main Usky Dil Me Rahon Sadaa...!!!

Romantic Deewangi Shayari: Meri Deewangi Ki Koi Had Nhi

Meri Deewangi Ki Koi Hadd Nhi Teri Sorat Ke Sivaa Koch Yad Nhi, Main Hon Phool Tere Golshan Ka Tere Siva Mojh Pe Kisi Ka Haqq Nhi...!!!

Romantic Love Urdu Shayari Uska Hans Ke Nazrein Jhuka Lena

Uska Hans Ke Nazrain Jhuka Lena, Saari Shartain Qabul Hon Jese...!!!

Romantic Urdu Shayari KHUDA Kare Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile

KHUDA Kare Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile, Badi Mushkil Se Woh Raazi Hua Hai Saath Chalne Ko ...!!!

Urdu Izhar Romantic Shayari Ghazal Nigah-e-Ishq Nay Jab Poocha Unke Dil Se

Nigah-e-ishq nay, jab poocha unke dil se Kya tum bhi mujhe, itna hi chahtay ho, To unkay chehray ki rangat Ik sawaal kay kai jawaab ban gai, Unkay jhukay nain, kai afsaane bayaan kar gaye Unkay laraztay honth, mohabbat ki kahani ban gaya, Muskurahat unki, beshumaar diyae, jalaa gayee Aur Nazre Chuarna unka, Ranza ki kahaani sunaa gaya...!!!