Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Happiness Poetry

Dosti Friendship Shayari, SMS With Lovely Images For FB

Dosti ky maani hamsy kiun pochty ho Ham abhi in baaton sy anjan hain Sirf aik guzarish hai ky bhol na jana hamein Kiun ky aapki dosti hi hamari jaan hai...!!! Dooriyon sy farq parrta nahi hai Baatein to dilon ki nazdekiyon sy hoti hai Dost to kuch khaas aap jaisy hoty hain Warna mulaqtat to na jany kitno sy hoti hai...!!! Aasman sy utri hain taaron sy sajayi hai Chand ki chandni sy nahlayi hain Ay dost sambhal ky rakhna ye dosti Yahi to hamari zindagi bhar ky kamayi hai...!!! Ham dosto ko jaan samajhty hain Ham dosto ko aan samajhty hain Dost hamein bewafa samajhty hain to kiya howa Ham to doston ko apni zindagi samjhty hain...!!!     Na jany kiun main tujh sy kuch ziyada rotha karti hon Tery doori sah jaaye is keliye dil ko manaya karti hon Kabhi to tujhy jaisy buhat hi bura kah leti hon par dost Jab teri dosti ki misal yad aati hai tujhy dua diya karti hon...!!! Dosti mein doo...

Hindi Urdu Love Romantic Shayari Yeh Tera Zikkar Hai Ya Ittar Hai Images

Yeh Tera Zikkar Hai Ya Ittar Hai, Jab Jab Karta Hon Mehkta Hon...!!! ،یہ تیرا ذکر  ہے کہہ اتر ہے !!!...جب جب کرتا ہوں مہکتا ہوں यह तेरा उल्लेख कह उत्तर  है, जब करता हूँ महकते हैं..!!!!

Urdu Hindi Love Shayari Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din Images

Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din , Baithe Rahen Tasawur-e-Jana Kiye Huhe...!!! , دل ڈھونڈتا ہے فرسٹ کے رات دن !!!...بیٹھے رہیں تصور جاناں کئیے ہوئے दिल  ढूँढता है फर्स्ट रात दिन, बैठे रहें तसव्वुर जानां किए हुए...!!!

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga, Hoo Ba Hoo Chaand Kahaan Ap Ke Jesa Hoga...!!! ،یہ الگ بات کہ وہ آپ سا دیکھتا ہوگا !!!... ہو با ہو کہاں چاند آپ کے جیسا ہوگا यह अलग बात है कि वे सा देखता होगा, हो सक्षम हो कहाँ चाँद अपने जैसा होगा...!!!

Lagta Hai Mera KHUDA Meharban Hai Mujh Par

Lagta Hai Mera KHUDA, Meharban Hai Mujh Par, Meri Duniyaa Me Teri Moujodgi Yunhi To Nahi...!!!

Woh Muhabbaton Ke Soudy Bhi Ajeeb Karta Hai

Woh Muhabbaton Ke Soudy Bhi Ajeeb Karta Hai, Bus Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai...!!!

Before We Kiss Poem

Before we kiss I am that poison that will burn your tongue but you’ll keep asking for more because I am forbidden I am the girl your mother told you to stay away from the girl that your friends told you about, that changes men I am all warnings and signs but then you have always liked danger & red stop signs, always liked rules because you could break them You always kept coming back ‘just one more night’ ‘one more taste’ ‘one more sigh’ and I told you, darling you would fall for me too hard that it will break your knees you’ll never be able to stand to leave again but you laughed it off and now i see you going in circles, round & round too confused with these connections that raise affections and all these needs and all of them for me and you’re desperately trying, love trying to love me but me, i am unlovable I was made, created to turn beauty into ruins love is not written in my destiny in fact it is a curse that is tattooed on me So now that i have told you of the futur...

KHUDA Kare Ke Saari umar Humain Manzil Naa Mile

KHUDA Kare Ke Saari umar Humain Manzil Naa Mile, Badi Muskil Se Woh Raazi Hue Hain Saath Chalne Ko...!!!

Dil Chahta hai Zamaane Se Chhupa Loon Tujh Ko

Dil Chahta hai Zamaane Se Chhupa Loon Tujh Ko Dil Ki Dhadhkan Ki Tarah Dil Me Basaa Loon Tujh Ko, Koi Ehsaas Judaai Ka Na Rehne Paye Is tarah Khud Me Meri Jaan Chhupa Loon Tujh Ko, Tu Jo Rooth Jaye Mujh Se Mere Dil Ki Roshni Saari Duniya Se Khafa Ho Kar Manaa Loon Tujh Ko, Jab Bhi Mai Dekhoon Tere Chehre Pe Udaasi Ka Saya Bas Yeh Chahoon Kisi Tarah Hasa Loon Tujh Ko, Tu Kabhi Duniya Se Bezaar Ho Jaye To Dil Ye Chahe Ki Bahon Me Apni Chhupa Loon Tujh Ko...!!!

Sirf Zuban Se Kiya Hua Wada Nahi Hota

Sirf zuban se kya hua wada nahi hota Bar bar izhar se piyar ziyada nahi hota, Mujhe jaan,na hai to meri rooh me sama jao Sirf kinare se smandar ka andaza nahi hota...!!!

Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly

Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar, Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly...!!!

Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy

Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon, Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy...!!!

Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina

Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina, Jab Woh Sanwar Jaaye To Aaina Deikhta Hai...!!!

Ik Umar Se Yehi Hay Mery Dil Ki Aarzoo

Ik Umar Se Yehi Hay Meray Dil Ki Aarzoo, Woh Saamnay Bithaa Ke Mujhe Dekhta Rahay...!!!

Main Darya Sey Bhi Darti Hoon Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho

Main Darya Sey Bhi Darti Hoon Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho! Koun Si Baat Hai Tum Main Aisi Itney Achey Kyon Lagtey Ho...???

Yeh Sach Hai Insan Ki Khuwahishon Ki Koi Had Nhi Hoti

Yeh Sach Hai Insan Ke Khuwahishon Ki Koi Had Nhi Hoti, Meri Ungant Khuwahishen Dekho, Tum, Tum, Aur Sirf Tum...!!!

Faqat Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka

Faqat Nigaah Se Hota Hai FaiSla Dil Ka, Na Ho Nigaah Me Shookhi To Dilbarii Kia Hai...!!!

Teri Khuli Khuli Si Zulfein Inhy Lakh Tum Sanwaro

Teri Khuli Khuli Si Zulfein, Inhy Lakh Tum Sanwaro, Agr Hum Snwarty TO, Kuch Aur Baat Hoti...!!!

Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain

Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain, Humein Yeh Aarzu Ke Woh Dil Ki Zuban Samjh Lein..!!!

Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai

Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai, Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai...!!!