Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Urdu Quotes

Inspirational Islamic Quotes and Hadees in Urdu with Images

There are best Islamic healths and inspirational quotes and sayings with photos and wallpapers in Urdu language specially for Facebook Timeline Post Status. these are totally free and easy to download and share on social media timelines.  Assalam-o-alaikum : "Jo shakhs bhi ye post parhy wo salam ka jawab zaroor dy...!!!" "Assalam-o-Alaikum Warahma-tullahi-wa-barakatoho...!!!" Toba Ka Khayal :  "Toba ka khayal khush bakhti ki alamat ha Kiun ky jo apny gunaho ko gunah na samjhy wo badkismat ha...!!!"

Urdu Islamic Life Quotes and Sayings with Images Vol-01

Here is Islamic and  inspirational quotes and sayings images wallpapers in urdu. "Mian biwi mein larrai ghar ki tabahi, Mian biwi mein muhabbat ghar py Allah ki rahmat ...!!!" "Jab tumhary dil mein kisi keliye nafrat paida hony lagy to uski achaiyon ko yad karo ...!!!" " Zindagi aisy jeo ky koi hansy to tumhari waja sy hansy tum par nahi Aur koi roye to tumhary liye roye tumhari waja sy nahi...!!!"

Urdu Sad Poetry SMS Pictures for Facebook and Pinterest Share

Jaa Tujhy Tery Haal Par  Choora Janaa , Iss Se Behtar Teri Sazaa Bhi Kiya Hogi...!!! Mujhsy Abb Shayari Nahi Hoti, Mujhko Lafzoon Ne Maar Dala Hai...!!!

Hindi Shayari in English Words Urdu Poetry With Images Font

Kis Shook, Kis Tamanna , Kis Darjaa Aajizi Se, Hum Aap Ki Aarzoo Kaery Hain Aap Hi Se...!!! ،کس شوق، کس تمنا ، کس درجہ عاجزی سے !!!...ہم آپ کی آرزو کرتے ہیں آپ ہی سے किस शोक़, किस तमन्ना , किस दर्जा आजिज़ी से, हम आप की आरजू करते हैं आप ही से...!!! Chaand Ko Chuoo Ke Dekhna Chaahon, Mere Nazdeek Aasmaan Kar De...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-2

Top ( 10 ) Ten Love Images of Urdu Poetry .. Mere Lafzoon Se Nikal Jaey Asar, Koi Khahish Jo Tere Baad Karon...!!! Meri Haisiyat Ka Andaza Tum Yeh Jaan Kar Laga Lo, Hum Kabhi Unky Nahi Hoty Jo Kisi Ke Ho Jain...!!! Meri Saans Ka Bharosa Kahan Saath Chor Jaey, Meri Zaat Se Wabasta Logo Mujhy Maaf Kar Ke Sona ...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-1

The Best Images of Urdu Love Poetry . Kitaab-e- Ishq Likhny Ki Mujhy Fursat Nahi Sahib, Abhi Tak Bewafai Par Meri Tehreer Baki Hai...!!! Kitaboon Ki Tarha Hai Woh Bhi, Alfaaz Se Bharpoor, Magar Khaamoosh...!!! Kitny Aansu Baha Diaey Chaar Din Ki Muhabbat Me, Agar Sajdy Me Bahaty To Guhagaar Na Hoty...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-5

Top (10) Ten Urdu Poetry Images Collection... Jee To Chahta Hai Tujhy Cheer Rakh Duon Aey Dil , Na Woh Rahy Tujhme Na Tu Rahy Mujhme...!!! Jo Aana Chao To Hazaar Rasty Hain Na Aana Chaho To Uzrr Lakhoon, Mizaaj Barham Tweel Rasta Barasti Baarish Kharaab Mousam ...!!! Kaash Dil Ki Aawaz Ka Itna Asar Ho Jaey, Hum Umhain Yaad Karin Aur Unhain Khabar Ho Jaiy...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-4

This Is The Best Collection Of Urdu Poetry Images And Pictures... Hum Aksar Nikal Jaty Hain Biyabanoo Me "Abbas" Suna Hai Wafa Waly Tanhai Me Rehty Hain...!!! Hum Me To Khair Himmat Hai Dard Sehny Ki, Tum Itny Dard Deti Ho Thak Nahi Jati...!!! Hum Toot Karty Hain Meri Jaan Muhabbat , Yeh Kaam Humain Hasab e Zaroorat Nahi Aata...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-3

World's Best Urdu Font Poetry Collection. Bass Jaty Hain Dil Me Ijazat Liaey Baghair, Woh Loog Jihain Hum Zindagi Bhar Paa Nahi Sakty...!!! Bohat Andar Tak Tabhahi Macha Deta Hai, Woh Ashk Jo Aankhon Se Beh Nahi Sakta...!!! Bohat Bebaak Aankhon Me Taluk Tik Nahi Pata, Muhabbat Me Kashish Rakhny Ko Sharmana Zaroori Hai...!!!

Mere Armaan In Poetry Words

MERE ARMAAN Jo Armaan mere so gaye the Jane kaise Wo Aaj jag Gaye Aur mujhe Phir Wahi Sapna dikha gaye, Hum to Ji Rahe the ek jinda Laash ki tarah, Jane aaj Kaha se woh hum par Jaan Daal gaye Phir wahi Dard Aur takleef jaga gaye, Jin gumon se Hum bhaag Rhe the Woh Aaj phir hume, Tadpa gaye, Har lamha har pal hum to sirf haste the Phir Kyu Aaj humari ankhon me ansoon Aa gaye, Socha tha shayad phir kabhi na aane denge inhe apne labon par  Phir kyu aaj ye labon par aate aate rah gaye, Jindagi ji rahe the haste haste Phir kyu aaj ye gumon ke badal chha gaye, Na kisi dukh ka ahsaas tha Aur na kisi khushi ka Phir kyu aaj hum khushiya manane lage, Aur rone ko tadap gaye Jane mere armaan kaise jaag gaye....!!!

Love Poetry In Urdu Vol-1

Usay Kaho Zara Kam Rootha Karay Yeh Zindgi Itni Taveel Nhi. Usay Kaho Zara Kam Rootha Karay Yeh Zindgi Itni Taveel Nhi, Be Aitbaar Si Mouat Hai Na Jany Kab Aajaye...!!! Main Aksar Tumhari Yadon Me Gum Ho Jati Hon. Main Aksar Tumhari Yadon Me Gum Ho Jati Hon, Main Aksar Main Nahi Rehti Tum Ho Jati Hon...!!! Aey Dil Thori Si Himmat Kar Na! Aey Dil Thori Si Himmat Kar Na!

Chaand Ko Apni Chokht Pe Sajany Ki Tamanna Na Kar

Chaand Ko Apni Chokht Pe Sajany Ki Tamanna Na Kar, Yeh Zamanaa To Aankhon Ke Khwaab Bhi Cheen Leta Hai...!!!

Sulagti Zindgi Se Maut Aa Jaye To Behtar Hai

Sulagti Zindgi Se Maut Aa Jaye To Behtar Hai, Hum Se Dil Ke Armanoon Ka Ab Matam Nahi Hota...!!!

Chalo Kay Moat Sey Kartay Hain Aaghaz-E-Muhabbat

Chalo Kay Moat Sey Kartay Hain Aaghaz-E-Muhabbat, Zinda Rahay To Bicharnay Ka Dar Sa Rahay Ga...!!!

Jiska Kirdaar Sitaron Ki Tarah Roshan Ho

Jiska Kirdaar Sitaron Ki Tarah Roshan Ho, Kitna Dushwaar Hai Us Shakhs Ko Jakar Milna...!!!

Na Koi Kisi Ke Paas Hota Hai Na Koi Kisi Se Door Hota Hai

Na Koi Kisi Ke Paas Hota Hai Na Koi Kisi Se Door Hota Hai, Piyar Khud Hi Chal Kar Aata Hai Jab Koi Kisi Ke Nasib Me Hota Hai...!!!

Hum Dushmanon Ko Bhi Pakeeza Saza Dete Hain

Hum Dushmanon Ko Bhi Pakeeza Saza Dete Hain, Haath Uthate Nahi, Nazroon Se Gira Dete Hain...!!!

Tum Agr Do Ijazat To Chund lafzoon Me Keh Doon

Tum Agr Do Ijazat To Chund lafzoon Me Keh Doon, Ke Tum Bin Mar To Saktay Hain Tum Bin Ji Nahi Saktay...!!!

KHUDA Ke Wastay Wapas Kar Do Na Bina DiL Ke Mera Ab DiL Nahi Lagta

KHUDA Ke Wastay Wapas Kar Do Na, Bina DiL Ke Mera Ab DiL Nahi Lagta...!!!

Aazad Kar Diya Humny Us Panchi Ko

Aazad Kar Diya Humny Us Panchi Ko, Jo Humary Dil Me Rehny Ko Apni Touheen Samajhta Tha...!!!