Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Allama Muhammad Iqbal

9th Nov Allama Iqbal Day Wishes and Quotes with Images

Mohsin-e-Pakistan Dr. Muhammad Allama Iqbal was born on 9th November 1877 in Sialkot. I will share just few shairo of him and dedicate this thread to all of you on this Iqbal day. Apni millat par qiyaas aqwam-e-magrib sy na kar Khas teri tarqeeb mein qom-e-rasool hashmi Unki jamiyat ka hai mulk-o-nasab par ikhtasar Quwat-e-mazhab sy mustaham hai jamiyat teri...!!! Azaim ko seeno mein baidar kar dy Nigaah-e-musalman ko talwar kar dy...!!!

Allama Iqbal Day 9th November Wishes Shayari

Allah sy kary door to taleem bhi fitna Imlak bhi olaad bhi jaagir bhi fitna Na haq keliye uthy to shamsheer bhi fitna Shamsheer kiya naraaye takbir bhi fitna...!!! Har ibtada sy pahly har intaha ky baad Zaat e nabi buland hai zaat e khuda ky baad, Dunya mein ahtarm ky qabil hain jitny log Main sab ko maanta hon Magar mustafa ky baad, Qatl e husain asal mein marg e yazeed hai Islam zinda hota hai har karbla ky baad...!!!

Allama Iqbal Motivational Poetry Pictures in Urdu on Life

Qowatt-e-ishq sy har past ko balaa kar d, Dahar mein ism-e-Muhammad sy ujala kar day...!!! Shaheen kabhi parwaz sy thak kar nahi girta, Pur dam ha agar tu, to nahi khatra-e-aftada ...!!!

Allama Iqbal Inspirational Poetry Collection about Life, Study and Islam in Urdu images

Afrad ky hathon mein ha aqwam ki takdeer Har fard ha millat ky muqaddar ka sitara, Dein hath sy dekar agar aazad ho millat Hai aisi tijarat mein musalmano ka khasara...!!! Ilm me bhi saroor ha lekin, Yeh woh jannat ha jis mein hoor nhi...!!!

Iqbal Shayari/Poetry in Urdu Language with Pictures Vol-03

Tery muqam ko anjum shanas kiya jany, Ky khak-e-zinda ha tu taba-e-sitara nahi...!!! Zameer-e-lala mein roshan charag-e-aarzo kar dy, Chaman ky zarry zarry ko shaheed justajo kar dy...!!!

Allama Iqbal Shayari in Urdu Font Images Vol-02

Dunya ki mehfilon sy ukta gaya hon ya rab Kiya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho, Shorish sy bhagta hon dil dhondta ha mera  Aisa sakoot jis par taqdeer bhi fida ho...!!!

Allama Iqbal Shayari in Urdu Font Images

Paigam-e-Muhammad PBUH Qalb mein soz nahi rooh mein ahsaas nahi Kuch bhi paigam-e-Muhammad S.A.W ka tumhain pass nahi Waza mein tum ho nasara to tamadun mein hanood Yeh musalman hain jinhain dekh ky sharmaein yahood...!!! Bura samjhon unhain mujhsy to aisa ho nahi sakta Ky main khud bhi to hun " Iqbal " apny nukta cheeno mein...!!!