Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Pictures Poetry

Barish Urdu Shayari and Ghazal Images for Facebook Posts

Lot aai hain dekho baarshein phir sy yahan wahan, Ik tum ko hi lot ky aany ki fursat nahi mili...!!! Pahly barish hoti thi to yaad aaty they, Ab jab yaad aaty ho to barish hoti ha...!!! Aaj sawan meri aankhon mein utar aaya ha, Aaj lagta bary zor ki BAARISH hogi...!!!

Love Sad SMS Shayari in Urdu with Pictures

Yeh mareez-e-ishq ka haal hai ky ye zindagi bhi wabal hai, Kabhi dard ha to dawa nahi jo dawa mili to shifa nahi...!!! Yeh meri aqeedate-e-besabar ye meri ibadat-e-besamar, Mujhy mery dawa-e-ishq ny na sanam diya na KHUDA diya...!!!

Sad Hindi Images Poetry SMS in English Text Messages for Facebook Status

Mehakti Rehti Hai Sadaa Yeh Yaadoon Ke Chaman Me, Main Usay Keisy Btaoon MUHABBAT Kabhi Puraani Nhi Hoti...!!! Sazaa Ban Jaati Hai Guzre Huey Waqat Ki Yaadain , Najany Kiuon Matlab Ke Liey Meherban Hotey Hain Log...!!!

Sad SMS in Hindi for Girlfriend 140 Words with Girls Moods Pictures

Bas Ek Hasrat Hai Is Dil Me, Hamain Bhi Koe Chahy Chahny Walon Ki Tarah ...!!! Zindagi Tujh Pay Bohat Ghoor Kia Meny, Tu Rangeen Khilonon Ke Siwaa Kuch Bhi Nahi Hai...!!!

Sad Urdu Hindi Safar Shayari Hai Shook-e-Safar Easa Ke Ik Umrr Se Humne Images

Hai Shook-e-Safar Easa Ke Ik Umrr Se Humne, Manzil Bhi Nahi Paee Rasta Bhi Nahi Badla...!!! ،ہے شوک سفر ایسا کہ اک عمر  سے ہم نے !!!... منزل بھی نہی پائی راستہ بھی نہیں بدلا है शौक यात्रा ऐसा कि इक उम्र से हम, मंजिल भी नही पाई रास्ता  भी नहीं बदला...!!!

Urdu Hindi Love Sad Shayari Apni Aankhon Se Piyar Barsa Do Images

Apni Aankhon Se Piyaar Barsa Do, Mery Andar Ka Dasht Piyasa Hai...!!! ،اپنی آنکھوں سے پیار برسا دو !!!...میرے اندر کا دشت پیاسا ھے अपनी आँखों  से प्यार बरसा दो , मेरे अन्दर का दश्त प्यासा  है...!!!

Urdu Hindi Romantic Shayari SMS Tune Dekhi Hai Woh Peshani Woh Rukhsaar Woh Hoont Images

Tune Dekhi Hai Woh Peshani Woh Rukhsaar Woh Hoont, Zindagi Jin Ke Tasawur Me Luta Di Humne...!!! ،تونے دیکھی  ہے وہ پیشانی وہ رخسار وہ ہونٹ !!!... زندگی جن کے تصور میں لوٹا دی ہم نے तूने देखी है वो पेशानी वो गाल वह होंठ , जीवन जिनके अवधारणा लौटा दी हम...!!!

Urdu Roothna Shayari with Hindi Text Roothny Waly Bata Kaisy Manain Tujhko Images

Roothny Waly Bata Kaisy Manain Tujhko, Muskura De Ke Bass Ab Jaan Pe Bann Aai Hai...!!! ،روٹھنے والے بتا کیسے منائیں تجھ کو !!!...مسکرا دے کہ اب جان پہ بن آی ہے रूठने वाले बता कैसे मनाएं तुझ को، मुस्करा दे के अब जान पे बन आयी है...!!!

Hindi Udaas Shayari Aaj Phir Aap Yaad Aaey Hain Images

Aaj Phir Aap Yaad Aaey Hain, Aaj Phir Dil Udaas Hai Mera...!!! آج پھر آپ یاد آئے ہیں آج پھر دل اُداس ہے میرا आज फिर आप याद आये हैं, आज फिर दिल उदास  है मेरा...!!!

Urdu Hindi Love Shayari Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din Images

Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din , Baithe Rahen Tasawur-e-Jana Kiye Huhe...!!! , دل ڈھونڈتا ہے فرسٹ کے رات دن !!!...بیٹھے رہیں تصور جاناں کئیے ہوئے दिल  ढूँढता है फर्स्ट रात दिन, बैठे रहें तसव्वुर जानां किए हुए...!!!

Hindi Urdu Sad Shayari Kiun Unhain Yaad Hum Nahi Aaty

Kiun Unhain Yaad Hum Nahi Aaty, Jin Ko Hum Bhool Hi Nahi Paty...!!! کیوں انھیں یاد ہم نہیں آتے جن کو ہم بھول ہی نہیں پاتے क्यों उन्हें याद  हम नहीं आते  जिन को हम भूल  ही नही पाते...!!!

Urdu Love Shayari With Images Vol-2

Daagh Aankhain Nikalty Hain Woh, Unko De Do Nikaal Kar Aankhain ...!!! Chor Diya Hum Aitbar Kismat Ki Lakeron Pe " Wassi " Jo Diloon Main Bas Jain Woh Lakeron Me Nahi Mila Kerty...!!! Kiya Phir Se Nahi Ho Sakta Hum Jaan Maingein , Tum Se Aur Tum Laga Kar Galy Se Kaho Aur Kuch...! !!

Urdu Love Shayari with Picture Deewana

Is Basti Ke aik kooche Me Insha naam ka Deewana Aik naar pe jaan ker haar gaya, mashhoor hai us ka afsana Is naar Me aisa roop na tha, jis roop se din ki dhoop dabe Is shaher Me kia kia gouri hai, mahtaab  rukhe, gulnaar liye Kuch baat thi us ki baaton me, kuch bhaid thay us Ke chatoon me Wahi bhaid Ke joot jagate hain, kisi chahne wale Ke mun me Usay apna banane ki dhun me, howa aap he aap se begaana Is basti Ke aik kooche Me Insha naam ka deewana

Hukmrani Q Dil Pe Karte Ho Waasta Garr Jo Door Ka Bhi Nahi

Hukmrani Q Dil Pe Karte Ho, Waasta Garr Jo Door Ka Bhi Nahi...!!! ، حکمرانی کیوں دل پہ کرتے ہو !!!... واسطہ گر جو دور کا بھی نہیں हुक्मरानी   क्यों  दिल पे करते हो, वास्ता गर जो दूर का भी नहीं...!!!

Zindage Kat Gai Maanaty Huey Abb Irada Hai Rooth Jany Ka

Zindage Kat Gai Maanaty Huey, Abb Irada Hai Rooth Jany Ka...!!! ، زندگی کٹ گئی مناتے ہوے !!!...ابّ ارادہ ہے روٹھ جانے کا जीवन  कट मनाते  हुए, अब इरादा  है रूठ जाना...!!!

Tera Yeh Aks Le Dobe Ga Ik Din KHUDAYA Dil Ka Daryaa Khusk Kar Day

Tera Yeh Aks Le Dobe Ga Ik Din, KHUDAYA Dil Ka Daryaa Khusk Kar Day...!!! ،تیرا یہ عکس لے ڈوبے گا اک دن !!!... خدایا دل کا دریا خشک کر دے तेरा यह दर्पण ले डूबेगा इक दिन, खदाया   दिल नदी सूख कर...!!!

Tere Chehre Se Yaad Aata Hai Zindagi Tujhse Hum Mile The Kabhi

Tere Chehre Se Yaad Aata Hai, Zindagi Tujhse Hum Mile The Kabhi...!!! ,تیرے چہرے سے یاد آتا ہے  !!!... زندگی تجھ سے ہم ملے تھے کبھی  तेरे चेहरे  से याद  आता है, ज़िन्दगी  तुझ से हम मिले थे कभी...!!!

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga, Hoo Ba Hoo Chaand Kahaan Ap Ke Jesa Hoga...!!! ،یہ الگ بات کہ وہ آپ سا دیکھتا ہوگا !!!... ہو با ہو کہاں چاند آپ کے جیسا ہوگا यह अलग बात है कि वे सा देखता होगा, हो सक्षम हो कहाँ चाँद अपने जैसा होगा...!!!

Dil Gaya Tha To Yeh Aankhain Bhi Koi Ly Jata Main Faqat Ek Hi Tasveer Kahan Tak Dekhon

Dil Gaya Tha To Yeh Aankhain Bhi Koi Ly Jata, Main Faqat Ek Hi Tasveer  Kahan Tak Dekhon...!!! ،دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتا  !!!...میں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں दिल गया था तो ये आँखें  भी कोई ले जाता, मैं केवल एक ही तस्वीर  कहाँ तक देखूँ...!!!

Jany Kab Tak Teri Tasveer Nigahon Me Rahi Ho Gai Raat Tere Aks Ko Takty Takty

Jany Kab Tak Teri Tasveer Nigahon  Me Rahi, Ho Gai Raat Tere Aks Ko Takty Takty...!!! ،جانے کب تک تری تصویر نگاہوں میں رہی !!!...ہو گئی رات تیرے عکس کو تکتے تکتے जाने कब तक तेरी तस्वीर   निगाहों  में रही, हो गयी रात  तेरे अक्स  को तकते तकते...!!!