Mujhe bhol jaana agar ho sake Mat yaad karna agar ho sake, Rahe yaad kyon bh,l jaane ki baat Na kabhi aansu bahana agar ho sake, Mujhe maaf karna mere humsafar Kahin kho gaya main tumhain kho kar, Maine tumhain gham diya hain magar Sada Muskurana agar ho sake, Mujhe bhol jaana agar ho sake....
Comments
Post a Comment