Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Chand Raat Cards

Chand Raat Greeting Cards with Chaand Raat Hindi Text Messages

"Bin Dekhy Usy Yaa Rab , Yeh Eid Na Guzry,   Kar Paida Koi Aisa Sabab K Eid Na Guzry ,   Dunia Ko Dikhaya Hai Ik Chaand Jo Tu Ny,   Mujhko Bhi Dikha Dy, K Yeh Eid Na Guzry...!!!"   -: Chand Raar Mubarak :- "Chand Aya Hai Nikal Geya Har Simat Ujaala      Hoga, Mahfil-e-Eid Ka Manzar Dilkash Nirala     Hoga, Tum Jo Aa Jao Ay Janaab-E-Mann      Rang-E-Eid Daikhny Walaa Hogaa...!!!" -: Chand Raar Mubarak :- “Chaand Raat Mubarak Ho Is Dua K Sath K Allah       Ta`laa Aap Ki Zindgi Ki Har Khahish Har Tamanna   Har Aarzoo Har Khushi Har Duaa Puri Kary. Aameen...!!!” -: Chand Raar Mubarak :- "Log Eid Ka Chand Denkhny Ki Koshish Kar Rahy Hein     Ap Kab Apny Kamry Sy Bahir Azo Gy..  Ta`k Aap Ko  Dekh Kar Logon Ka Intizar Khatam Ho Jaye,      Aor Main Aap Ko Tahe-Dil Sy Kahoon.. Eid Mubarak...!!!" -: Ch...

Chand Raat Mubarak SMS Meesages with Chand Raat Pictures

" Raat Ko Nayaa Chaand Mubark Chaand Ko  Chandni Mubark  Falak Ko Sitare Mubark  Sitaron Ko Bulandi Mubark Or  Aap  Ko Humari Tarf Sy Chand raat Mubarak...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Tohfa Duaaon Ka Tumhein Ponhche Mera  Sada  Rahy Tumhary Gird Khushion Ka  Ghera Musarratein EID Ki Tumhein  Mubark Hoon Tumhari Zeest Mein Na  Aye Kabhi Ghamoon Ka Phaira...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Chand Eid Kaa Nazar Aaya Hay,  Mubaarak Ho Sab Ko Din  Eid Kaa  Aya Hey.. Kro Shukar Adaa Us  Oopar Walay Ka..  Ki Jis Ney Yah  Jahaan Niaamaton Se Sarabar Bane Hein...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Chupky Sy Chand Ki Roshni Chhoo Jaye Ap Ko Dhiray Sy  Yeh Hawaa Kuch Keh Jay Ap KoDil Se Jo Chahte Ho Maang  Lo KHUDAA Sy Hum Dua Karein Gay Keh Woh Mill Jaye Aap Ko...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Tu Meri Duaon Main Shamil Hai Is Tarah... P...

Ramzan Chand Mubarak SMS in Urdu with Wishes Wallpapers

Chand ki Pehli Dastak Pay Chand Mubarak Kehtay Hain, Sub Say Pehlay Hum Aap Ko " RAMZAN MUBAARAK " Kehtay Hain...!!! Ramadan Kareem Mubarik. May Allah Enables us to do More and More Good Deeds and to Make the Most of this Month... May Allah Forgive are Sins (Aameen) Remember Me In your Prayers...!!!

Chand Raat SMS and Quotes with Greeting Cards

Ab To Harr Bars, chand Raat Ko Main Chand Ko Dheekta Hon Aur Yeh Guman Karta Hon Ke Shayad Ab Ki Baar " CHAND RAAT ", Main Tum Bhi Chalay Aao, Aur Chpkay Sy Meri Aankhon Parr  Haath Rakh Kar Keh Do Chand Raat Mubarak Ho ...!!! Chand Raat Mubarak ...!!! Raat Ko Naya Chand Mubarak Chand Ko Chandni Mubarak , Falak Ko Sitare Mubarak Sitaroon Ko Bulandi Mubarak , Aur Aap Ko Hamari Taraf Se Chand Raat Mubarak ...!!!