Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Ramadan Special

Ramzan Mubarak Sahi Bukhari in Urdu Fonts

Rasool Akram (S.A) ny farmaya:- Keh jab Ramzan ka maheena aata hai to Jannat k  darwazy khol diye jaty hain, aor shetaan zanjeeron  main jakarr diye jaty hain. Rasool Akram (S.A) ny farmaya:- Jo shakhs sidq e dil aor aitmaad e sahii k sath Ramzan  main qiyam kry, yani tarawiyaah parhy to us k  pichly gunah bakhsh diye jayen gy. Rasool Akram S.A ny farmaya:- Jis shakhs ny Imaan aor ahtsaab k saath Ramzaan ka  roza rakha to us k pichly gunaah muaaf kr diye jaty hain. Rasool Akram S.A ny farmaya:- Sehri khaya kro, kiyon keh sehri k khany  main barkat hoti hai. Rasool Akram (S.A) ny farmaya:- Keh humary rozy aor ahal e kitab k rozy ky darmiyan sehri khany main farq hai. Rasool Akram (S.A) ny farmaya:- Ramzan k aakhri ashry main Shab e qadar talash kro,  Phir agr tum main sy koi kamzori dikhaye ya  aajiz  ho jaye to aakhri (7) raaton main susti na dikhaye. Hadees e Nabvi:-...