Qowatt-e-ishq sy har past ko balaa kar d, Dahar mein ism-e-Muhammad sy ujala kar day...!!! Shaheen kabhi parwaz sy thak kar nahi girta, Pur dam ha agar tu, to nahi khatra-e-aftada ...!!!
Afrad ky hathon mein ha aqwam ki takdeer Har fard ha millat ky muqaddar ka sitara, Dein hath sy dekar agar aazad ho millat Hai aisi tijarat mein musalmano ka khasara...!!! Ilm me bhi saroor ha lekin, Yeh woh jannat ha jis mein hoor nhi...!!!
Dunya ki mehfilon sy ukta gaya hon ya rab Kiya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho, Shorish sy bhagta hon dil dhondta ha mera Aisa sakoot jis par taqdeer bhi fida ho...!!!