Skip to main content

Posts

Showing posts with the label C

Naqaab Shayari: Chehray Ka Nisf Hissa Zair-e-Naqab Kar Ke

Cheray Ka Nisf Hissa Zair-e-Naqab Kar Ky, Kartay Hain Husan Walay Deedaar Me Milaawat...!!!

Piyar Izhar Shayari: Chalo Mana Ke Humain Piyar Ka Izhar

Chalo Mana Ky Hamain Piyar Ka Izhar Karna Nhi Aata, Jazbaat Na Samjh Sako Itne Nadan To Tum Bhi Nhi...!!!

Urdu Hindi Love Shayari Chaand Ka Chooma Huaa Surkh Gulaabi Chehra

Chaand Ka Chooma Huaa Surkh Gulaabi Chehra, Easi Thandak Hai Ke Jo Aag Laga Deti Hai...!!! ،چاند کا چوما ہوا سرخ گلابی چہرہ !!!...ایسی ٹھنڈک ہے کہ جو آگ لگا دیتی ہے चाँद का चूमा हुआ सुर्ख गुलाबी चेहरा, ऎसी ठंडक है के जो आग लगा देती है...!!!

A Hindi Sad Love Ghazal in Hindi Text: Chalegi Jab Teri Yaadon Ki Purwai To Kiya Hoga

चलेगी जब तेरी यादों की पुरवाई  तो क्या होगा पुरानी चोट कोई फिर उभर आई तो क्या होगा, मुहब्बत ख़ुद ही बन बैठी तमाशाई  तो क्या होगा न हम होंगे, न तुम होंगे, न तनहाई तो क्या होगा, मुहब्बत की झुलसती  धूप और काँटों भरे रस्ते तुम्हारी याद नंगे पाँव गर आई तो क्या होगा, ऐ मेरे दिल तू उनके पास जाता है तो जा, लेकिन तबीअत उनसे मिलकर  और घबराई तो क्या होगा,

Chaand Ko Apni Chokht Pe Sajany Ki Tamanna Na Kar

Chaand Ko Apni Chokht Pe Sajany Ki Tamanna Na Kar, Yeh Zamanaa To Aankhon Ke Khwaab Bhi Cheen Leta Hai...!!!

Chalo Kay Moat Sey Kartay Hain Aaghaz-E-Muhabbat

Chalo Kay Moat Sey Kartay Hain Aaghaz-E-Muhabbat, Zinda Rahay To Bicharnay Ka Dar Sa Rahay Ga...!!!

Choor Yeh Baat Mily Zakham Mujhy Kahan Se

Choor Yeh Baat Mily Zakham Mujhy Kahan Se, Ay Zindgi Itna Bata Ke Safar Kitna Baki Hai...!!!

Hazaron Chahny Waly Urdu Shayari: Chehre Par Marne Wale Hazar Mil Jaeingy

Chehre Par Marne Wale Hazar Mil Jayenge Kuch Log Har Zarurat Puri Kar Jayenge, Khawahish Hai Us Ki Jo Dil Se Samjhe Humein Hum To Zindagi Bhi Us Ke Naam Kar Jayenge...!!!

Chalo Kuch Dair Hanstey Hain Muhabbat Par Inayat Par

Chalo kuch dair hanstey hain Mohabbat per inayat per, Ke be Bunyad batain hain, Sabhi rishtay sabhi naatey, Zarurat ki hain Ejaaden, Kahin koi nahi marta kisi ke Wastay Jaana, Ke sub hai phair lafzon ka, Hai saara khel Harfon ka, Na hai Mehboob koi bhi, Mohabbat na Zmaney main, Praey bhi hain phir apney, Agr hai kuch Khzaney main, Ke is Jazbay pay ab aksar sabhi jumlay say kastay hain, Chalo kuch dair hanstay hain... Usi ko Yad krtay hain, Jisay hum Zeest kehtey thay, Ke lena saans bin jis k hamain ek jurm lagta tha, Ke sung jis ke her ek lamha Khush-O-Khurm lagta tha, Jisay hum zindgi kehtey, Jisay thay sha'iry kehtey, Ghazal ka Qafiya tha jo, Nazm ka jo ke Unwan tha, Woh lehja jb Bdalta tha Qyamat khez lagta tha, Waqat say agay chalta tha, Bla ka tez lagta tha, Jo saya bun k rahta tha, Juda ab is ke rastay hain.... Chalo kuch dair hanstay hain.. Chalo kuch dair hanstay hain...!!!

Cheen Loon Tujhey Duniya Say Yeh Mere Ikhtiyaar Me Nhi

CheeN LooN TujheY DuniyA Say, Ye Mere Ikhtiyaar Me Nhi, Magar Mere DiL Se Tujhe Koi NikaaL De, Yeh KiSi Ke Bas Ki Baat Nhi...!!!

Kismat Ki Lakirein Shayari: Chor Diya Humny Aitabaar

Chor Diya Humny Aitabaar  Qismat Ki Lakeroon Par "Dosto" . . Jo Diloon Me Bas Jayein, Woh Lakeeron Me Nahi Mila Karty...!!!

Chalay Bhi Aao Ke Tum Bin Guzara Nhi Hota

Chalay bhi Aao ke tum bin Guzara nhi hota Koi Pal aisa nhi jab tum ko Pukara nhi hota, Guzar jaye jo Teri Yaad ke Bagair Kasam se woh din Humara nhi hota...!!!

Chalty Chalty Thak Kar Pocha Aakhir Paaon Ke Chaloon Ne

Chalty Chalty Thak Kar Pocha Aakhir Paaon Ke Chaloon Ne, Basti Kitni Door Basa Li-Dil Me Basny Walon Ne...!!!

Chahe Kuch Bhi Ho Anjam Meri Kahani Ka

Chahe Kuch Bhi Ho Anjam Meri Kahani Ka, Pehla Lafz To Hune Muhabbat Hi Likha Hai...!!!

Chup Chup Chal Rahy Thy Safar-E-Hyaat Me

Chup Chup Chal Rahy Thy Safar-E-Hyaat Me, Tum Par Nazar Pari To Gumrah Ho Gaey...!!!

Chalo Choro Yeh Sub Behas-O-Takraar Ki Baatain

Chalo Choro Yeh Sub Behas-O-Takraar Ki Baatain, Yeh Batao Raat Khaab Me Kiun Aaey The...!!!

Chaha Hai Jabse Tumko Bas Itna Saa Gham Hay

Chaha Hai Jabse Tumko Bas Itna Saa Gham Hay, Hai Piyar Mera Zyada Par Umar Bohot Kam Hay...!!!

Chale Jayain Gye Unqareeb Tujhy Tere Haal Pe Chorh Kar

Chale Jayain Gye Unqareeb Tujhy Tere Haal Pe Chorh Kar, Qadar Kya Hoti Hy Tjhy Waqt Sikha De Ga...!!!

Choote Se Dil Me Kis Kis Ko Jaga Doon

Choote Se Dil Me Kis Kis Ko Jaga Doon, Gham Rahy, Dam Rahy, Faryaad Rahy, Ya Teri Yaad Rahy...

Chalo Mana Ke Tumhari Aadat Hai Tarpana

Chalo Mana Ke Tumhari Aadat Hai Tarpana, Zara Socho Mein Agar Marr Gaya To Kya Karoge..!!