Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Mousam Shayari

Baarish Barsaat Shayari Ghazal Urdu Image Barishoon Ke Mousam Me

Barishon kay mousam mein Yaadein jag jati hain Barishon kay mousam mein  Har ghari satati hain Barishon kay mousam mein Sham bhi kisi sorat  Chain sy nahi kat-ti Subhain bhi satati hain Barishon kay mousam mein Zehan kay jharoky mein Jab koi sada ubhray Aankhein bheeg jati hain Barishon kay mousam mein...!!!

Romantic Urdu Ghazal Shayari Mosam Mosam Lagtey Ho Jo Pal Pal Rang Badltey Ho

Mosam Mosam Lagtey Ho Jo Pal Pal Rang Badltey Ho, Tum Sawan Sawan Lagtey Ho Jo Sadiyon Baad Barstey Ho, Tum Sapna Sapna Lagtey Ho Jo Mujh Ko Kam Kam Dikhtey Ho, Tum Pal Pal Mujh Sey Larrtey Ho Phir Bhi Achey Lagtey Ho, Baat Tu Hay Sharmili Si Par Kehny Ko Dil Chahta Hay, Lo Aaj Tumhein Yeh Keh Dala Tum Apny Apny Lagty Ho...!!!