Tum To Janty Ho Muhabbat Haadsa Hai. Yaqeenan Haadsa Achanak Hota Hai. Mujhy Tum Sochny Ka Mashwara Ab Dy Rahi Ho. Chalo Tum Sochty Rehna... Aor Ab Mujhy... Tum Sy Muhabbat Ho Gai Hai. Sun Liya Na Tum Ny...?
Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!
Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast, Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!! Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye, Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!
Kisi BEWAFA ki khatir yeh junoon faraz kab tak, Jo tumhain bhula chuka ha usey tum bhi bhool jao...!!! Kiun uljhy howey ho in sawalon mein, BEWAFA tum nahi to ham hon gy...!!!
Bewafai ki har kahani ka, Silsila tum sy ja ky milta ha...!!! Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai, Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!
Tum mein wafa nahi ye baat janty hain ham, Magar tumhain koi bewafa kahy to bura lagta ha...!!! Tum ny dekhi hi nahi hamari pholon jaisi wafa, Ham jis par khilty hain usi par murjha jaty hain ...!!! Wafadar aur tum, khayal acha ha , Bewafa aur ham ilzam bhi acha ha...!!!
Kitna dilkash manzar ho jab hum Qiyamat ke din karain Shikwa teri Bewafai ka, Aur tum lag ke Galay say Meray, Dheeray say kaho, Chup raho KHUDA ke liay...!!!
Unka Shokarya Koch Aisi Aada Karon Woh Kare Bewafai Main Wafa Karon, Meri Mohabbat Ne Bas Itna Sikhaya Muje Khud Mit Jaon Par Unke Liye Duaa Karon...!!!
Dunya Me Jeeny Ki Chaahat Na Hoti Agar KHUDA Ne Mohabbat Banai Na Hoti, Loog Marny Ki Aarzoo Na Karty Agar Mohabbat Me Bewafai Na Hoti, Yaadon Me Humari Woh Bhi Khoey Hongy Khuli Aankhon Se Kabhi Woh Bhi Soey Hongey, Manaa Husn Hai Adaa Gham Chupane Ki Par Hansty Hansty Kabhi Woh Bhi Roey Hongy...!!!
Kab Hoi Piyar Ki Brsat Mujhy Yad Nhi Khoof Me Dobi Mulaqaat Mujhy Yad Nhi, Main To Madhoosh Tha Kuch Itna Uski Chahat Me Us Ne Kab Chor Diya Sath Mujhe Yad Nhi...!!!