Jo Hadd Se Naa Guzar Jaey Woh Piyar Hi Kiya Jo Piyar Karny Pey Majbor Na Karde Woh Iqrar Hi Kiya, Intzaar To Sab Kartey Hain Saansain Tutney Tak Jo Saath Na De Sakey Mushkilon Me Woh Yar Hi Kiya...!!!
Hum Se Roshan Hain Zamaney Me Wafaa Ki Rahain, Hum Ne Duniyaa Me Jalaey Hain Mohabbat Kay Charaagh...!!! Mila Kar Khaak Me Mujhko Woh Khuch Iss Adaa Se Bole, Khilona Tha Yeh Mitti Ka, Kahan Rakhne Ke Kabil Tha ...!!!