Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Mirza Ghalib

Mirza Ghalib Love Poetry/Shayari in Urdu Font Images for Facebook Timeline

GHALIB bura na maan jo waa iz bura kahy Aisa bhi koi ha ky sab acha kahein jisy...!!! GHALIB na kar huzoor mein tu baar baar arz Zahir ha tera haal sab un py kahy bagair...!!!

Mirza Ghalib Ishq Poetry-Shayari in Urdu-Hindi Images for Facebook Vol-01

There are some shayari images  of great shayar Mirza Ghalib in Urdu Images and Hindi Language. Here is Mirza Ghalib Ishq Me Muqadar ka Harna Urdu Shayari Image, Ghalib Ishq Or Sakoon Urdu Shayari Wallpapers, Ghalib, Ishq Me Rona Urdu Shayari Photo, Mirza Ghalib Ishq La'Ilaaj Hai Urdu Shayari Image, Ghalib Ishq Me Toot Kar Bikhar Jana Urdu Shayari Picture. Nahi hota kisi tabib sy is marz ka ilaj, Ishq la ilaj ha bas ahtiat kijiye...!!! Bewaja nahi rota ishq mein GHALIB , Jisy khud sy barh ky chaho woh rulata zaroor ha...!!!

Dukh Day Kar Sawaal Kartay Ho Tum Bhi Ghalib Kamaal Kartay Ho

Dukh Day Kar Sawaal Kartay Ho Tum Bhi Ghalib ! Kamaal Kartay Ho, Daikh Kar Pooch Liyaa haal Mera Chalo Kuch to Khayaal  Kartay Ho,  Shehar-e-Dil Me Yeh Udaasiyaan Kaisi? Yeh Bhi Mujhsy Sawaal Kartay Ho?  Marna Chaahain To Marr Hahi Saktay Tum Bhi Jeenaa Muhaal Kartay Ho,  Ab Kiss Kiss Ki Misaal Doon Tum Ko? Har Sitam Bay-Misaal Kartay Ho...!!!

Poetry Collection on Life and Love in Hindi and Udru Vol-3

It is a Best Shayari Collection about Life and Love in Hindi , Urdu and English Roman . We Selcat the Top list Poetry Lines from Poetry world , If you Like our Poetry Collection please share it you Social media and Send us your Feedback and write your Comments.. English Roman . Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais " Ghalib " Tamasha Ehl-e-Karam Dekhty Hain...!!! . اردو  ،بنا کر فقیروں کو ہم بھیس غالب !!!...تماشا اہل کرم دیکھتے ہیں हिन्दी . बना कर फ़क़ीरों का हम भेस ग़ालिब , तमाशा ऐ एहल ऐ करम देखते हैं...!!! English Roman . Chaandni Raat Ke Khamoosh Sitaroon Ki Qasam, Dil Me Abb Tere Siwa Koi Bhi Aabad Nahi...!!! . اردو  ، چاندنی رات کے خاموش ستاروں کی قسم  !!!...دل میں ابّ تیرے سوا کوئی بھی آباد نہیں . हिन्दी . चांदनी रात चुप सितारों की तरह, दिल में अब तेरे सिवा कोई भी आबाद नहीं...!!!

Main Nadan Tha Jo WaFa Ko Talash Karta Raha

Main Nadan Tha Jo “WaFa” KO Talash Karta Raha, “GHALIB” Yeh Bhi Na Socha Ke Apni Saans Bhi Ek Din “BEWAFA” Ban Jayegi...!!!