Mera waada hai yeh tum sy Tumhain mein itna chahon ga Ky dunya mein kahein par bhi Muhabbat ky hawaly sy Kabhi jo baat nikly gi Hamara naam aaye ga...!!!
Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky Laot Aaonga Main Intzar Na Karti To Aur Kya Karti, Zaheen Usky Sivaa Kon Tha Mera Hamdard Main Us Se Piyar Na Karti To Aur Kya Karti...!!!
Zindgi Ko Piyar Hum Ap Sey Ziyada Nhi Karte Kisi Pe Aitbar Aap Sey Ziyada Nhi Karte, Ap Jee Sakain Mere Bin To Achi Baat Hai, Hum Jee Lainge Aap Key Bin Yeh Waada Nhi Karte...!!!