Aankhon ka faraib ha ya aks-e-jamal hai, Aati kiun ha nazar teri soorat jaga jaga...!!! Pahly usko socha tha ya pahly usko chaha tha, Aisi baatein kiya sochein jab sab iqrar zubani hon...!!!
Sabsy Juda Mere Mahbob Ki Adaa Jiski Eak Moskan Pe Sara Jaha Hai Fidaa, Par Us Haseen Chahre Ne Banaya Hai Mujhe Apna Khoda Aur Mere Dil Ki Duaa Bss Yahi Kahti Hai, Main Usky Dil Me Rahon Sadaa...!!!