Mera waada hai yeh tum sy Tumhain mein itna chahon ga Ky dunya mein kahein par bhi Muhabbat ky hawaly sy Kabhi jo baat nikly gi Hamara naam aaye ga...!!!
Badnam karty hain log shahar mein hamein jis shakhs ky nam sy, Kasam sy us shakhs ko kabhi ham ny ji bhar ky dekha bhi nahi...!!! Begana ham ny to nahi kiya kisi ko apny sy , Jiska dil bharta gaya wo chorta gaya...!!! Choro bahso taqrar ki baatein , Yeh batao bichar ky khush to hona...!!!
Aaj usny ajeeb sawal kiya, Mujh py marty ho to zinda kiun ho...!!! Aanso bahany sy koi apna nahi banta, Jo dil say piyar karty hain wo rony nahi dety ...!!! Acha howa maloom ho gaya uski muhabat ab muhabat nahi rahi, Warna ham to apna ghar bhi chor rahy they usky dil mein rahny keliye...!!!