Skip to main content

Posts

Showing posts with the label U

Hindi Dil Ki Shayari SMS Two Lines Uske Naram Hathon Se Phisal Jati Hain Cheezain

Uske naram hathon se Phisal jati hain cheezain, Mera Dil bhi laga hai hath us ke, KHUDA khair kare...!!!

Zulfain Shayari: Ujrda Chehra Bikhri Zulfain Be Rung Aankhain

Ujrda Chehra Bikhri Zulfain Be Rung Aankhain  Mujhe To Tum Bhi Kisi Ki Chahat Ky Maqroz Lagty Ho...!!!

Muhabbat Adat Shayari: Uske Saath Rehte Rehte Uski Aadat Ho Gai

Usky Sath Rehte Rehte Uski Adat Ho Gai Us Se Bat Karte Karte Chaahat Ho Gai, Eak Pal Na Mile To Bacheni Se Hoti Hai Dosti Nibhate Nibhate Mohabbat Ho Gai...!!!

Bewafai Hindi Shayari: Unka Shukrya Kuch Aesy Ada Karon

Unka Shokarya Koch Aisi Aada Karon Woh Kare Bewafai Main Wafa Karon, Meri Mohabbat Ne Bas Itna Sikhaya Muje Khud Mit Jaon Par Unke Liye Duaa Karon...!!!

A Love Poem Unknown Lover

A Love Poem   Unknown Lover Soft caresses from someone unknown A sort of kindness I’ve never been shown, Warmth from one Seeped to another Feeling shared From a unknown lover, Tender kisses Upon my lips Gentle hands Graze my hips,

Urdu Hindi and English Roman Poetry Shayari Collection Vol-2

We Presenting You a new and Unique Version of Poetry / Shayari in Three Different Languages Urdu , Hindi and English Roman . It's Just Two Lines Poetry with very Emotional Images you Must Read and Enjoy. Please Give us your Feedback and Comments about it.. English Roman. Main Us Ko Bhool Gai Hoon Ye Kaun Manega, Kisi Charaagh Ke Bus Me Dhuan Nahi Hota...!!! . اردو ،میں اس کو بھول گیا ہوں یہ کون مانےگا  !!!...کسی چراغ کے بس میں دھواں نہیں ہوتا हिन्दी . मै उसको भूल गया हू ये कौन मानेगा, किसी चिराग के बस में धुआं नही होता...!!! English Roman. Ab Tere Zikr Pay Hum Baat Badal Daite Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle...!!! . اردو ،اب تیرے ذکر پہ ہم بات بدل دیتے ہیں !!!...کتنی رغبت تھی ترے نام سے پہلے پہلے हिन्दी . अब तेरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैं , कितनी रगबत थी तेरे नाम से पहले पहले...!!!

Urdu Hindi and English Roman Poetry Shayari Vol-1

We Presenting You a new Version of Poetry / Shayari  in Three Different Languages Urdu , Hindi and English Roman with very Emotional Images you Must Like it... English Roman . Hum Ne Socha Thaa Dil Jalaa Dalain, Phir Khayaal Aaya Is Me Tu Bhi Hai...!! . اردو   ،ہم نے سوچا تھا دل جلا ڈالیں   !!!...پھر خیال آیا اس میں تو بھی ہے  हिन्दी . हम ने सोचा था दिल जला डालें, फिर ख़याल आया इस में तू भी है...!!! English Roman . Woh Ishaare Me Samajhta Hi Nahi Baaton Ko, Main Kahaan Tak Usay Har Baat Dobaara Likhoon...!!! . اردو   ،وہ ۱شارے میں سمجاتےہی نہیں باتوں کو !!!...میں کہاں تک اسے ہر بات دوبارہ لکھوں हिन्दी . वो इशारे मैं समझता ही नही बातों को, मैं कहाँ तक उसे हर बात दोबारा लिखूं...!!!

Usy Apnay Dard Ki Fikar Thi Woh Jo Mera Waqif-e-Hal Tha

Usy Apnay Dard Ki Fikar Thi Woh Jo Mera Waqif-e-Hal Tha. Wo Jo Uski Subha-e-Arooj Thi Wohi Mera Waqt-e-Zawal Tha! Mera Dard wo Kesay janta Meri Bat Wo Kesay Maanta, Woh To khud Fana k Safar Mein Tha Usay Rokna Bhi Mahal Tha!

Usny Raat Ke Andhery Me Mery Haath Ki Hatheli Pe

Usne Raat Ke Andhery Me Mery Haath Ki Hatheli Pe, Likha Tha Apni Ungli Se Mujhe Piyar Hay Tum Se, Jaane Kesi Siyaahi Thi Woh Ke Mitti Bhi Nahi Or Dikhti Bhi Nahi...!!!

Uttra Hai Kuch Is Aada Se Ragg-O-Jaan Me,

Uttra Hai Kuch Is Aada Se Ragg-O-Jaan Me, Ek Shaks Ne Sari Hayaat Ka Naqshaa Badal Diya...!!!

Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko

Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko, Afsoos Ke Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha...!!!

Uska Wada Bhi Bara Ajeeb Tha Ke Zindagi Bhar Sath Nibhaonga

Uska Wada Bhi Bara Ajeeb Tha Ke Zindagi Bhar Sath Nibhaonga, Mene Yeh Bhi Nahi Pocha Ke Muhabbat Ke Sath Ya Nafrat Ke Sath...!!!

Unhe Is Kadar Aashiqui Humaari Shayeri Se Ho Gayi Hai

Unhe Is Kadar Aashiqui Humaari Shayeri Se Ho Gayi Hai,    Ke Aaj kal Khwaabon Me Bhi Woh Aksar Kuch, Gungunaya Karte Hain...!!!

Usy Kehna Teri Bewafai Ne Mera Yeh Haal Kar Diya Hai

Usy Kehna Teri Bewafai Ne Mera Yeh Haal Kar Diya Hai, Main Nhi Roti, Loog Mujhe Dekh Kar Rotey Hain.!!!

Usne Mujhse Pocha Mujh Bin Kaisi Hoti Hai Tumhari Zindagi

Usne Mujhse Pocha Mujh bin kaisi hoti hai Tumhari Zindagi? Maine bhi Muskura Kar uski Aankhon ko Band kar Liya, Aur Pocha ab Kya dikh Raha hai? Usne kaha Sirf Andhera Hi Andhera. To Maine kaha Aisi Hoti Hai Tum Bin Meri Zindagi...!!!

Usko Dekha Nhi Kai Din Se Kahi Aankhai Bekaar He Na Ho Jaey

Usko Dekha Nhi Kai Din Se, Kahin Aankhain Bekaar He Na Ho Jaey...!!!

Muhabbat Sawal Shayari FB Cover And Post Us Ne Pocha Kya Tum Ab Bhi

Us Ne Pucha Kya Tum Ab Bhi  Mujh Se Mohabbat Karte Ho? Mene Kaha Mohabbat Ka Pata Nahi Lekin, Mujhe Dost Aaj Bhi Teri Kasam Dete Hen...!!!

Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain

Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain, Humein Yeh Aarzu Ke Woh Dil Ki Zuban Samjh Lein..!!!

Udaasi Shaam Tanhaai Kasak Yadoon Ki Be Chaini

Udaasi,Shaam, Tanhaai,Kasak,Yadoon Ki Be Chaini, Mujhe Sub Sonp Kar SOORAJ Utar Jaata Hai Paani Mein....!!!

Usne Kaha Ke Mujhe Bhool Jaa

Usne Kaha Ke Mujhe Bhool Jaa Maine Tumhain Dil Se Nikaal Diya Hai, Sukoon Sa Mill Gaya Yeh Sun Kar Kabhi To Uske Dil Me The Hum...!!!