Najany kiun magar phir bhi mera DIL karta hai, Wafa ko aag lag jaye Muhabbat bhaarr mein jaye...!!! Tumhary baad baqi aur to sab theek ha lekin, Jahan DIL tha kabhi pahly wahan ab dard hota ha...!!!
Bewafai ki har kahani ka, Silsila tum sy ja ky milta ha...!!! Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai, Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!
Yaad ki BAARISH Is mousam ki BAARISHK Kuch bhi nahi, Lekin Teri yad ki BAARISH Har pal.... Mujhy bighoti rahti hai Zaid meri aankhon sy Musalsal BAARISH hoti rahti ha...!!! Muhabbat to BAARISH hai Muhabbat to BAARISH hai... jisy chony ki tamanna har koi rakhta ha. Zaid Magar hath hamesha khali rah jaty hain...!!!