Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Bewafa Hindi Shayari

Intzaar Hindi And Urdu Cool Shayari With Nice Intzaar Images

Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!

Aao Iss Baar Baazi Palat Kar Khelain

Aao Iss Baar Baazi Palat Kar Khelain, Meri Bewafai Ho, Aur Dil-E-Nazuk Tera...!!!

आसूओ में बह जायेंगे ना जाने कितने अरमान मेरे

आसूओ में बह जायेंगे, ना जाने कितने अरमान मेरे कोई थाम लो इनको, कही देर ना हो जाए, किस्मत से कुछ ज्यादा नहीं माँगा है, कभी मैंने जो है नसीब मेरा, बस वो मुझे मिल जाए बेगुनाह जिंदगी को, ना जाने कितनी सजा मिलेगी किस्मत में शायद लिखा है, के तन्हाई साथ ही चलेगी, साया जो मेरा साथ छोड़ गया है, आज इन अंधेरो में शायद कल वो कही मुझे, उजालो में मिल जाए, जो है नसीब मेरा, बस वो मुझे मिल जाए कोई थाम लो इनको, कही देर ना हो जाए...!!!

Wafa Bewafa 4 Line Hindi Shayari Aag Dil Me Lagi Jab Wo Khafa Huey

Aag Dil Me Lagi Jab Woh Khafa Hue Mehsoos Hua Tab, Jab Woh Juda Hue, Karke Wafa Kuch De Na Sake Woh Per Bohat Kuch De Gaye Jb Woh Bewafa Hue...!!!

Aatish Hon Aag Hon Zehreli Eik Bewaffa Sa Shabab Hon

Aatish Hon Aag Hon, Zehreli Eik Bewaffa Sa Shabab Hon, Khud Basti Hon, Khud Aujarti Hon, Eik Na Samaj Sawaal Hon...!!!

Hindi Shikwa 2 Line Shayari Woh Chala Geya Mujhe Chorr Ky

Woh chala geya mujhe chorr ke, Meri aadatein wohi rahin Usey sochna, usey chahna, mera aaj bhi mamool hai...!!!

Zalim Zamana Shayari Sikha Di Na Bewafai Tumhein

Sikha Di Na Bewafai Tumhein Bhi Is Zalim Zamaney Ney, Aur Tum Jo Seekh Lety Ho, Ham Hi Pe Aazmaatey Ho...!!!

Wo Bewafa Mujh Se Bichara To Door Hat Ke Roya

Wo bewafa mujh sy bichra to door hat ky roya Na jany kesy wo apny sy palat ky roya Yaad aaye usko jab mery guzri howi baatein Pagal mery khat parh parh ky roya Suna tha mera naam likh kar apny hathon par Usey parh parh ky roya O mery piyar mein khush rahny waly Kal kisi ki bajoun mein simat ky roya Jab ham sa hamdard na mila usko to Sadi ky din bhi darwazy sy lipat lipat kar roya...!!!