Qareeb itna raho ky rishton mein piyar rahy Door bhi itna raho ky aany ka intzar rahy Rakho umeed rishton ky darmiyan inti Ky toot jaye umeed par rishty barqarar rahy...!!! Padpadata hai jo din raat mery seeny mein Ab yahi aik parinda hai rihaa karny ko...!!! Mery chahry par kafan na dalo Mujhy aadat hai muskurany ki Meri laash ko abhi na dafnao Mujhy umeed hai kisi ky aany ki...!!! Zindagi itni takleef deti hai Dil mein phir bhi umeed rahti hai Dil kahta hai ky kuch nahi hoga Par kuch to hoga ye umeed kahti hai...!!! Na karna kisi sy piyar ki umeed Khahish mein sab kuch ganwa dogy Har koi kary ga wada k wo sath dega Inty mileingy dhoky ky khud ko mita dogy...!!! Khawab lafzo mein dhal nhi sakty Kaash aankhein parhaa kary koyi...!!! Unki aankhon mein bhi halki si nami rahti hai Baat karty hain jo auron ko hansany ky liye...!!!