Bari udaas hai zindagi tery bin Nahi kuch mery paas tery bin, Andhera ho ya ho ujala Aata nahi raas kuch bi tery bin...!!! Dard jitna hai meri nigahon mein Na dy khuda kisi ki raahon mein, Bitana chahaty they zindagi jinki baahon mein Shayad mot bhi na mil paaye gi unki panahon mein...!!! Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla Saary jahan ka dard apny muqaddar nikla, Jisky naam apni zindagi ka har lamha kar diya Afsos wahi hamari chahat sy bekhabar nikla...!!! Matlab kiya howa berukhi ka Hai kon mujrim teri is khushi ka, Umeed thi jis sy piyar ki ay khuda Bujh gaya wo charag kabhi ka...!!! Mot ky baad yad aa raha hai koi Matti meri qabar ki utha raha hai koi, Ay khuda do pal ki zindagi or dy dy Meri qabar sy udaas ja raha hai koi...!!! Piyar jab milta nahi to hota hi kiun hai Agar khawab sach nahi hoty to insaan sota kiun hai, Jab yahi piyar aankhon ky saamny kisi or ka ho jaye To phi...