Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Sad Urdu Shayari

Aankhen Poetry 2 Line in Urdu Fonts

Qabil e daad yeh aankhein hain k in aankhon sy, Khud hi paamal huy aor khud hi tamaasha dekha...!!!   Ankhon k aansoo thy magr hm khamosh rahy, Is tawaqaa par shayad tu palat kr dekhy...!!!   Nigahein bolti hain, Zaid, Muhabbat paglon ki guftfu hai...!!! Qiyamat khaiz hain tumhari aankhein, tum aakhir khawab kis ky dekhty ho...!!! Sirf hathon ko na dekho, kabhi Aankhon ko bhi parho, Kuch sawaali bohat khud'daar hua krty hain...!!! Tum Samandar ki baat krty ho sahib, Log aankhon main doob jaty hain...!!!  Us ki Aankhein sawaal karti hain, meri Himmat jawab dy jati hai...!!! \ Woh Aankhein kr rahi hain jo baras  jany ki tiyari, in ko kon batlaaye, keh abhi Sawan nahi aaya...!!!

Sad Urdu Shayari Image for Facebook Post from Syeda Jiya

Meri zindagi maang kar wada bhi liya us ny Umar bhar hansti rho apny nseebon ke kheal par...!!!

Manzil Urdu, Hindi Shayari and SMS 2 Line, 4 Line

Wahi ahal e karwaan hain wahi behisi ka aalam Na kisi ko mazil na gham e shikasta pani...!!! Na zaat mein koi manzil na kainat mein hai Safar karon to kahan mera koi apna nahi...!!! Umeed to manzil py pohanchny ki bari thi Taqdeer magar janay kahan soyi pari thi Khush thy ky guzarein gy rafaqat mein safar ab Tanhayi magar baahon ko phir kholy khari thi...!!! Dil mein tamana lekar mar jaein to koi baat nahi Piyar agar manzil na paaye to koi baat nahi Tera saath na sahi bas teri yaad honi chahiye Meir qabar par phool na laaye to koi baat nahi...!!! Jahan yaad na aaye teri Wo tanhayi kis kaam ki Bigrry rishty na banay To khudayi kis kaam ki...!!! Kitni hi khahishein dil ki dil mein hi dam torr deti hain Aksar hamraahi manzil ky qareeb aaky hath chorr deti hain Bhaagry rahty hain apni hi parchayi sy peecha churrwany ko Kaisy manzil paye hawaein aksar raasty morr deti hain...!!! ...

Intzaar Hindi And Urdu Cool Shayari With Nice Intzaar Images

Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!

Sad, Dukh, Dard 4 Line Shayari, SMS For FB Posts

Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakham Main chah kar bhi usey see na paaya Bas kahny keliye hi zinda hon main to yaaro Par marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!! Dard mein is dil ko tarrapty dekha Samny har rishty ko bikharty dekha Kitny piyar sy sajayi khawabon ki dunya Usey aankon sy apny ujarrty dekha...!!! Kiun mery dard sy tum bechain rahty ho Aankhon sy qeemti moti baha dety ho Aaj pochon aik sawal aap sy Kiun door hoky bhi mery paas rahty ho...!!! Mujhy phir sy sachool ka basta thama do Mujhy zindagi ka sabaq buhat mushkil lagta hai...!!! Raat palkein jhapki to aik haseen khawab aa gaya Aapky piyar ka mahakta gulab aa gaya Do pal aap bhi yaad kar liya karo hamein Aankhein khuli to apki yaad mein  aansoun ka sailab aa gaya...!!! Bury waqt ho to lot jao tum Sabhi chahry aazma liye ham ny...!!! Dard deti hai mujhy hamdardi har shakhs ki Meri dunya ujaar di...

Yaad Shayari SMS in Urdu Picture

Buhat dair sy koi hichki nahi aai, Bholny waly ki KHUDA khair kary...!!! Buhat takleef deti hain teri YAADEIN wo sab baatein, Faqat itna hi kahna tha ky tum  lot aao to acha hai...!!!

Wafa Urdu SMS Shayari with Images

HISAAB. Kuch to hisaab karo ham sy, Itni WAFAEIN udhar kon deta hai...!!! Buhat sa maan ha tum par Suno! tum paas-e-WAFA rakhna, Sabhi sy tum milo lekin Zara sa  fasla rakhna, Bichar jana bhi padta hai Zara sa hosla rakhna, Who kurb ky lamhy Tum aankhon mein saja  rakhna, Abhi imkan baqi hai Lab py tum duaa rakhna, Buhat nayab hain dekho Hamein sab sy juda rakhna...!!!

Top Ten Urdu Image Shikwa Shayari Collection for Facebook

Hota nahi ha tujh py kisi baat ka asar, Lagta tery roop mein pather mila mujhy ...!!! Kaanty to naseeb mein aany hi they, Phool jo ham ny gulab chuna tha...!!!

Sad Love Poetry in Urdu Images for Facebook

Bhool gaye ho to bata do mujh ko, Mujh mein marny ki himmat aa gai ha...!!! Baqaidgi sy itny achy nahi sitam, Kuch roz naamchy mein tarmeem kijiye...!!!

Urdu Sad Poetry/Shayari Lines Wallpapers for Facebook

Ranjishein. Meri zaat py woh lamha giran guzray ga, Tujh sy hat kar jo yahan guzry ga Halki halki ranjishein to samajh mein aati hain, Lekin kesy tery bin mera jahan guzray ga...!!! Rabta. Toot jata ha waasta khud sy, Tujh sy j ab raabta nahi hota...!!!

Pyar, Ishq, Mohabbat Poetry/Shayari Wallpapers in Urdu for Facebook posts

Ay ISHQ zara aik baat to bata, Kiya sab ko aazmaty ho ya mery sath dushmani ha...!!! Bas itna yaad ha ky mujhy ISHQ howa tha , Phir kiya howa uski mujhy khabar nahi...!!!

Mirza Ghalib Love Poetry/Shayari in Urdu Font Images for Facebook Timeline

GHALIB bura na maan jo waa iz bura kahy Aisa bhi koi ha ky sab acha kahein jisy...!!! GHALIB na kar huzoor mein tu baar baar arz Zahir ha tera haal sab un py kahy bagair...!!!

Very Sad Dil Urdu Shayari/Poetry Pictures for Facebook Status

Sunana chahata hun hal-e-DIL jis aik jumly  mein, Bikhra jata ha wo jumla kabhi yakja nahi hota...!!! Nishani jo tujhy di thi juda hoty howey mainy, Pahan kar aa phir wahi kangan tujhy DIL yaad karta hai. ..!!!