Na kuch raha paas apny to sanbhal ky rakhi faqat tanhai, Yeh woh saltanat ha, Jisky badshah bhi ham, Faqeer bhi ham, Aur har faisly ky wazeer bhi ham...!!! Sab baatein fuzool hon jaisy, Kitni haseen ha uski khamoshi...!!!
Yeh mareez-e-ishq ka haal hai ky ye zindagi bhi wabal hai, Kabhi dard ha to dawa nahi jo dawa mili to shifa nahi...!!! Yeh meri aqeedate-e-besabar ye meri ibadat-e-besamar, Mujhy mery dawa-e-ishq ny na sanam diya na KHUDA diya...!!!