Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Love Sad Shayari

Sad Mood Girl Images with Love Sad Hindi Shayari for Her

Tiyar Rehty Hain Meri Palkon Pay Aansoo Aksar, Teri Yaad Ka Koi Waqt Muqarar Jo Nahi...!!! Bat To Aam Si Hai Par Itni Aam Bhi Nahi Keh, Sab Ko Hissa Mill Jata Hai Par Mera Hissa Kho Jata Hai...!!! Bewafai Ka Dukh Nahi Hai Mujhy, Bas Kuch Log Aisy Thy Jin Sy Umeedein Bohat Thi...!!! Khawab Bhi Shayad Kaanch Ki Tarah Kamzor Hoty Hain, Har Roz Bikhar Jaty Hain Faqat Aik Aankh Khulnay Sy...!!! Toot Sa Geya Hai Meri Chahton Ka Wajood Mohsin, Ab Koi Acha Bhi Lagy To Hum Izhar Nahi Karty...!!! Bharosa Mat Karna Duniya Key Logon Pay, Mujhy Tabah Karny Wala Bhi Mera Azeez Tha...!!! Be-khabar Be-wajah Be-rukhi Na Kiya Kar, Koi bohat Toot Jata Hai Tera Lehja Badalny Sy...!!! Zakhmon Ka Andaza Chehron Sy nahi Hota Ghalib, Sahil Pay Khara Kon Kiya Jany Samandar Kitna Gehra Hai...??? Kuch Na Kuch To Hai Is Udasi Ka Sabab, Maan Bhi Jao Keh Hum Yaad Aaye Hain...!!! Wafa Karna Bh Seekho Ishq Ki Nagri Main, Faqat Youn...

Sad, Dukh, Dard 4 Line Shayari, SMS For FB Posts

Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakham Main chah kar bhi usey see na paaya Bas kahny keliye hi zinda hon main to yaaro Par marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!! Dard mein is dil ko tarrapty dekha Samny har rishty ko bikharty dekha Kitny piyar sy sajayi khawabon ki dunya Usey aankon sy apny ujarrty dekha...!!! Kiun mery dard sy tum bechain rahty ho Aankhon sy qeemti moti baha dety ho Aaj pochon aik sawal aap sy Kiun door hoky bhi mery paas rahty ho...!!! Mujhy phir sy sachool ka basta thama do Mujhy zindagi ka sabaq buhat mushkil lagta hai...!!! Raat palkein jhapki to aik haseen khawab aa gaya Aapky piyar ka mahakta gulab aa gaya Do pal aap bhi yaad kar liya karo hamein Aankhein khuli to apki yaad mein  aansoun ka sailab aa gaya...!!! Bury waqt ho to lot jao tum Sabhi chahry aazma liye ham ny...!!! Dard deti hai mujhy hamdardi har shakhs ki Meri dunya ujaar di...

Baarish Barsaat Shayari, Urdu Text And SMS, With Sad Images

Aaj phir teri yaad aai barish ko dekh kar Dil py zor na raha apni bebasi dekh kar Roya to is qadar teri yaad mein Ky barish bhi tham gayi meri barish ko dekh kar...!!! Ab ki barsat ki raaton mein badan tot ta hai Jaag uth ti hai ajab khahishen agrayi ki...!!! Barishon ky mousam mein badlon kesy main Aik gaoun ki rah par yaad hai mily they ham Phir ye hadsa howa aasman to tham gaya Lekin apni aankhon sy tab sy lekar aaj tak Barishein barasti hain...!!! Barsat ki bheegi raaton mein phir koi suhani yaad aai Kuch apna zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aai Hum bhool chuky thy jisny hamein dunya mein akela chora tha Jag gor kiya to aik surat jaani pahchani yaad aai...!!! Bheeg jati hain palkain tanhayi mein Darty hain koi jaan na ly Pasand karty hain taiz barsat mein chalna Kahein roty howey ko koi pahchan na ly...!!! Jo barish ki tamana hai to in aankhon mein aa betho Wo barson mein kahei...

Gila Shikwa Shayari Urdu Images Collection

Mujh sy kiya gila tum ko itny badguman kiun ho tum, Mainy tum ko chaaha hai tum sy  to kuch nahi chaha...!!! Qayamat ka to suna tha ky koi kisi ka na hoga, Magar ab to dunya mein bhi yeh riwaj  aam ho gaya hai...!!!

Very Sad Dil Urdu Shayari/Poetry Pictures for Facebook Status

Sunana chahata hun hal-e-DIL jis aik jumly  mein, Bikhra jata ha wo jumla kabhi yakja nahi hota...!!! Nishani jo tujhy di thi juda hoty howey mainy, Pahan kar aa phir wahi kangan tujhy DIL yaad karta hai. ..!!!

Wafa Sad Urdu Shayari SMS with Poetry Wallpapers

Kar ky aik dosry sy ahd-e-WAFA , Aao! kuch dair jhot bolein ham...!!! Koi majborian hogien WAFA jo kar nahi paya, Mery mahboob ko shamil na karo bewafoun mein...!!!

Heartless Sad Shayari Wallpapers Collection in Urdu for Lovers

Jab bhi utha ky hath mujhy wo mangti thi woh, Kahti thein zor zor sy aamin choriyan...!!! Jahan sy tera ji chahy meri kutb-e-zindagi parh ly, Safha chahy koi bhi khuly naam tera hi likha hoga...!!!

Urdu Mohabbat Shayari Wallpaper Collection for Facebook Posts

Theek hi kahta tha mery muqadar ka sitara, Tu MUHABBAT kary ga to main gardish karonga...!!! Raat saari guzarti ha in hisabon mein, Usey MUHABBAT thi nahi thi hai nahi hai...!!!

Urdu Ishq Shayari Images and SMS Collection

ISHQ hara ha to sar tham ky kiun bethy ho, Tum to har baat py kahty they ky koi baat nahi...!!! Lihaz-e-ISHQ na hota to tujh sy ranjishen hotein, Shikayat sirf itni ha ky tu samjha nahi mujhko...!!! Ly kar zanjeer hathon mein kuch log tumhari taak mein hain, Ay ISHQ hamari galyon mein na aur phiro to  acha ha...!!!

Love Sad SMS Shayari in Urdu with Pictures

Yeh mareez-e-ishq ka haal hai ky ye zindagi bhi wabal hai, Kabhi dard ha to dawa nahi jo dawa mili to shifa nahi...!!! Yeh meri aqeedate-e-besabar ye meri ibadat-e-besamar, Mujhy mery dawa-e-ishq ny na sanam diya na KHUDA diya...!!!

Ahmad Faraz Shayari 2 Lines Images in Urdu

Ik pal mein jo barbad kar dety hain dil ki basti ko FARAZ , Wo log dekhny mein aksar masoom hoty hain...!!! Muhabbat mili to neend bhi apni na rahi FARAZ, Gumnam zindagi thi to kitan sakoon tha...!!!

Sad Love Shayari in Urdu Images for Facebook Posts Vol-02

Ham to muhabbat mein bhi toheed ky qaail hain Aik hi shakhs ko mahboob bana rakha ha...!!!  Na thein aur koi bhi ranjishen , sirf adaton mein tazad tha Ky usey pasand thein shokhian, mujhy saadgi mein kamal tha...!!! Yeh soch ky dil ha phir aamada-e-ulfat Ky har bar muhabbat mein khasara nahi milta...!!!

Sad Shayari and Images for Facebook Post in Urdu

Urdu Shayari Picture for Facebook Timeline Post Status. Tumhary wasty rakhy hain mainy do tohfy Dil ibtida keliye jaan intiha keliye...!!! Kitny majboor hain taqdeer ky hathon Na usey pany ki oakat na usey khony ka hosla...!!! Main dhoop mein tha usny sukerr li shakhein Wo be lihaz mery hath ka lagaya howa...!!! Mery hosly ka kamal tha k jawaban main khamosh raha Warna jawab aisy they ky sawal hi paida na hoty...!!! Nazar andaz karny ki waja kuch to bataty Ab kahan kahan main khud mein burai dhondon...!!!