Skip to main content

Posts

Showing posts with the label B

Hindi Sad Judai Ghazal Baha Ke Ansu Usne Muj Se Ek Sawal Kiya

Baha Ke Aansu Usne Muj Se Ek Sawal Kiya Kiun Akhir Tum Ne Is Qadar Mujse Pyar Kiya? Kuch Aise Uske Sawal Ne Mujhe Tadpaa Diyaa Ke Badi Mushkil Se Mene Apne Ansuon Ko Chupa Diya? Usne Apni Qasam De Ke Kaha Meri Shadi Me Zarur Aana Mene Hans Ke Us Waqat Han Me Sar Hila Diyaa, Meri Hansi Ne Use Kuch Aise Tadpa Diyaa Usne Phir Se Rote Huey Mujse Wahi Sawal Kiya, Uske Ansu Ko Saaf Karte Huey Mene Akhir Yeh Jawab Diya Nahi Karti Main Tum Se Pyar Jao Mene Tumhain Aazad Kiya...!!!

Urdu Good Sayings: Behtreen Insaan Apni Meethi Zubaan Se Hi Jana Jata Hai

Behtren Insan Apni Mithi Zuban Se Hi Jana Jata Hai Warna Achi Batein To Dewaro Par Bhi likhi Hoti Hai...!!!

Good Night Urdu Shayari SMS: Bohat Thak Gya Hon Din Bhar Teri Rah Dekhte

Bohat Thak Gya Hon Din Bhar Teri Rahh Dekhte,  Ho Ijaazat To So Jaon Teri Yadon Ko Seene Se Laga Kar...!!!

Love Ghazal Behad Tujhe Chaha Aur Behad Bhulaya Bhi

Behad Tujhy Chaha Aur Behad Bhulaya Bhi Tere Bin Ji Nhi Sakte Tujh Ko Bataya Bhi, Kon Si Cheez Thi Meri Jis Ko Tujh Sy Judaa Samjha Tujhy Is Hasen Zindgi Ka Haqdaar Banaya Bhi, Teri Chahat Ka Yeh Tareqa Samaj Nhi Aaya Kabhi To Lagta Apna Ha Tu Kabhi Paraya Bhi...!!!

A Poem In Hindi: Bayaan Har Kisi Se Hijr-O-Wisaal Karty Ho

Bayaan  Har Kisi Se Hijr-O-Wisaal Karty Ho Kiun Apna Shehr Me Jeena Muhaal Karty Ho, Bichhar Ke Bhala Miley Han Musaafir  Bhi Kiun Apny Aap Ko Yunhi Niddhal Karty Ho, Suna He Woh Bhi Tumhain  Poochta Hay Aisy Hi Tum Us Ke Bary Me Jesey Sawal Karty Ho,

Bas Yeh Mat Kehna Ke Tum Mery Nahi Ho

Bas Yeh Mat Kehna Ke Tum Mery Nahi Ho, Baki Tumhari Har Baat Manzoor Hai Mujhko...!!!

Bandh Jaye Agar Kisi Se Rooh Ka Bandhan

Bandh Jaye Agar Kisi Se Rooh Ka Bandhan, To Izhar-E-Ishq Ko Alfaaz Ki Zarorat Nahi Rehti...!!!

बयांन नहीं कर पाएंगे हम, इस दिल की तन्हाइयो का सिलसिला

बयांन नहीं कर पाएंगे हम, इस दिल की तन्हाइयो का सिलसिला, ये अश्क बह जाए बस सुकून से, वही काफी है...!!!

Berahmi Se Tor Diya Phir Dil Ko Mere

Berahmi Se Toorr Diya Phir Dil Ko Mere, Khata Itni Thi Ke Tere Naam Se Dharakta Tha...!!!

Sad Hindi Shayari Bana Bana Kar Jo Duniyaa Mitaee Jaati Hai

Bana Bana Kar Jo Duniyaa Mitaee Jaati Hai, Zaroor Koi Kami Hai Jo Payi Jaati Hai...!!!

Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy

Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon, Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy...!!!

Bada Ehsaan Hai Teri Sabhi Nafraton Ka Mujhpe

Bada Ehsaan Hai Teri Sabhi Nafraton Ka Mujhpe, Tujhse Mili Ek Thokar Ne Mujhe Chalna Sikhaa Diya...!!!

Bichar Kar Humse Phir Kisi Ke Bhi Na Ho Sako Gey Tum

Bichar Kar Humse Phir Kisi Ke Bhi Na Ho Sako Gey Tum, Milo Gey Sub Say Magar Hamari Hi Talash Main...!!!

Bohat Dair Kardi Tumne Is Dharkan Ko Mehsoos Karne Main

Bohat Dair Kardi Tumne Is Dharkan Ko Mehsoos Karne Main, Woh DiL Neelam Hogaya Jisko Hasrat Kabhi Tumhari Hua Karti thi...!!!

Bina Btaye Usne Na Jane Kyon Yeh Dori Kar Di

Bina btaye usne na jane kyon yeh duri kar di Bichad kar usne Muhabbat hi Adhuri kr di, Mere Mukkadr me Gham aye to kya huaa KHUDA ne uski Khawaish to Pori kr di....!!!

Bhulaa Diyaa Hai Sab Apnoo Ne iss Tarhan Se

Bhulaa Diyaa Hai Sab Apnoo Ne iss Tarhan Se, Jesy Ke Hum Iss Jahan Main Rehty He Nahi...!!!

Bohat Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifeyat

Bohat Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifeyat, Zakham Ka Koi Nishaan Nahi Aur Takleef Ki Koi Intiha Nahi...!!!

Badla Wafa Ka Daingy Bari Saadgi Se Hum Tum

Badla Wafa Ka Daingy Bari Saadgi Se Hum, Tum Humko Bhool Jaoge Aur Zindgi Ko Hum...!!!

Bhooly Hain Rafta Rafta Unhain Muddaton Me Hum

Bhooly Hain Rafta Rafta Unhain Muddaton Me Hum, Qistoon Me Khudkushi Ka Maza Hum Se Pochiaey...!!!

Bass Ek Maafi Humari Toba Kabhi Jo Abb Hum Satain Tum Ko

Bass Ek Maafi Humari Toba Kabhi Jo Abb Hum Satain Tum Ko,  Lo Haath Jory Kaan Pakry Abb Aur Kesy Manain Tumko...!!!