Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Dukh SMS

Sad, Dukh, Dard 4 Line Shayari, SMS For FB Posts

Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakham Main chah kar bhi usey see na paaya Bas kahny keliye hi zinda hon main to yaaro Par marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!! Dard mein is dil ko tarrapty dekha Samny har rishty ko bikharty dekha Kitny piyar sy sajayi khawabon ki dunya Usey aankon sy apny ujarrty dekha...!!! Kiun mery dard sy tum bechain rahty ho Aankhon sy qeemti moti baha dety ho Aaj pochon aik sawal aap sy Kiun door hoky bhi mery paas rahty ho...!!! Mujhy phir sy sachool ka basta thama do Mujhy zindagi ka sabaq buhat mushkil lagta hai...!!! Raat palkein jhapki to aik haseen khawab aa gaya Aapky piyar ka mahakta gulab aa gaya Do pal aap bhi yaad kar liya karo hamein Aankhein khuli to apki yaad mein  aansoun ka sailab aa gaya...!!! Bury waqt ho to lot jao tum Sabhi chahry aazma liye ham ny...!!! Dard deti hai mujhy hamdardi har shakhs ki Meri dunya ujaar di...

Aansoo Sad SMS, Shayri 2 Line, 4 Line Image Shayari

Aansoo urdu shayari Umer kati teri farqat mein bahaaty aanso Yon ujry howey rahna meri aadat nikli...!!! Aik lamhy mein mery mann ko bhigo deti hai Uski har baat hi saawan ki tarha lagti hai...!!! Buhat takleef deti hai na mery baatein tumahain Dekh lena aik din mery na hony par  meri khamosh muhabbat tumahain di sy rulaye gi...!!! Jany meri aankhon sy kitny aanso bah gaye Insano ki bheer mein bhi dekho tanha rah gaye Katry they jo kabhi apni wafa ki baatein Aaj wahi sanam mujhy bewafa kah gaye...!!! Bikhry aanso ky moti ham piro na saky Teri yaad mein sari raat so na saky Bah na jaye aansoun mein tasveer meri Bas yahi soch ky ham ro na saky...!!! Hansny ki justajo mein dabaya jo dard ko Aanso hamari aankh mein pathar ky ho gaye...!!! Kami nahi hai kisi cheez ki magar Akely baith ky roya hon zaar zaar bohat...!!! Meri kalam sy lafz kho gaye shayad Aaj wo bhi bewaf...

Love Shayari SMS: Dukhon Ka Raaj Chal Raha Hai Tum Intzar Karna

Dukhon Ka Raj Chal Raha Hai Tum Intzar Karna  Main Khushian Dhond Laya To Tumhain Aa Milon Ga...!!!