Skip to main content

Posts

Showing posts from May 22, 2013

Ankhon Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata

Ankhon Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata Mene Maan Liya Tumko Bhulaya Nhi Jata, Ek Muddat Se Koi Naam Likha He Dil Per Mein Mitana be Chahon To Mitaya Nahi Jata...!!!

Kitny Barson Ka Safar Khak Huaa

Kitny Barson Ka Safar Khak Hua, Usny Jab Pocha, Kesy Aana Hua...!!!

Muhabbat Kanch Ka Soda Muhabbat Aag Ka Darya

Mohabbat kanch ka soda Mohabbat aag ka darya, Mohabbat june jasi hai Mohabbat barf jasi hai, Mohabbat raat kaali hai Mohabbat nella musam hai, Mohabbat kacha angan hai Mohabbat titlion ka ghar, Magar Phir Bhi Mohabbat kanch ka soda Kisi namaloom basti se, Kisi anjan hasti se Kisi kaghaz ki kashti se, Kisi khirki ke manzer se Kisi dhundli si hasrat se, Kisi jhooti tasali se Mohabbat ho hi jati ha...!!!

Zara Dekhna Uthh Gye Shezadi Neend Se

Zara Dekhna Uthh Gye Shezadi Neend Se, Suna Hai Bohat Soty Hain Yeh Husan Wale...!!!

Teri Khusboo Chura Lai Ha Ajj Bad-E-Saba Ny Had Kar Di

Teri Khusboo Chura Lai Hai, Ajj Bad-E-Saba Ny Had Kar Di...!!!

Faqat Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka

Faqat Nigaah Se Hota Hai FaiSla Dil Ka, Na Ho Nigaah Me Shookhi To Dilbarii Kia Hai...!!!

Teri Khuli Khuli Si Zulfein Inhy Lakh Tum Sanwaro

Teri Khuli Khuli Si Zulfein, Inhy Lakh Tum Sanwaro, Agr Hum Snwarty TO, Kuch Aur Baat Hoti...!!!

Hum Ne Tery Ley Rewaj Alag Rakha Hai

Hum ny Tery Ley Rewaj Alag Rakha hai Tujhy Dunya se Mairy Yar Alag Rakha hai, Yaad Karty Hain to Eid Mana Lety hain Hum ne Apny Leye Tehwar Alag Rakha he...!!!

Chalay Bhi Aao Ke Tum Bin Guzara Nhi Hota

Chalay bhi Aao ke tum bin Guzara nhi hota Koi Pal aisa nhi jab tum ko Pukara nhi hota, Guzar jaye jo Teri Yaad ke Bagair Kasam se woh din Humara nhi hota...!!!

प्यार के सपने दिखाते बहुत हैं

प्यार के सपने दिखाते बहुत हैं वह रात में हम जगाते बहुत हैं मैं आँखों में काजल लगाउं तो कैसे इन आँखों लोग रुलाती बहुत हैं...!!!

Hum Tere Bin Ab Reh Nahi Sakte Q Ke Tum Hi Ho

Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera, Tujhse juda gar ho jaayenge Toh khud se hi ho jaayenge judaa Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tera mera rishta hai kaisa Ik pal door gawara nahi Tere liye har roz hai jeete Tujh ko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina Har saans pe naam tera Kyunke tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tumhi ho... Tumhi ho... Tere liye hi jiya main Khud ko jo yun de diya hai Teri wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala Tere saath mera hai naseeb juda Tujhe paake adhoora naa raha hmm.. Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho.. Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho...!!!