Skip to main content

Posts

Showing posts with the label 2 Line Poetry

Aankhen Poetry 2 Line in Urdu Fonts

Qabil e daad yeh aankhein hain k in aankhon sy, Khud hi paamal huy aor khud hi tamaasha dekha...!!!   Ankhon k aansoo thy magr hm khamosh rahy, Is tawaqaa par shayad tu palat kr dekhy...!!!   Nigahein bolti hain, Zaid, Muhabbat paglon ki guftfu hai...!!! Qiyamat khaiz hain tumhari aankhein, tum aakhir khawab kis ky dekhty ho...!!! Sirf hathon ko na dekho, kabhi Aankhon ko bhi parho, Kuch sawaali bohat khud'daar hua krty hain...!!! Tum Samandar ki baat krty ho sahib, Log aankhon main doob jaty hain...!!!  Us ki Aankhein sawaal karti hain, meri Himmat jawab dy jati hai...!!! \ Woh Aankhein kr rahi hain jo baras  jany ki tiyari, in ko kon batlaaye, keh abhi Sawan nahi aaya...!!!

2 Line Shayari,SMS In Urdu And Hindi With Images & Lovely Pics

Is sy ziyada or kiya dard dein ham apny aap ko Ye kafi hai kay ham tery bin rahny lagy hain...!!! Soch rakhi han buhat si batein tumahin sunany ko Tum ho y aaty hi nahi hamein manaany kay liye...!!! Beth jata hon khaak par aksar Apni aoqat achi lagti hai mujhy...!!! Aap ko jo dekha ham ny maano zindagi mil gayi ho Aap ka piyar payaa hamny maano janat mil gayi ho...!!! Hunar hai hum mein darya ka nikal jaein har janib Kay lahroon ki tarha Sahil sy takraya nahi karty...!!! Dastaan hazar kah gaye wo hazaron nayi Kitabein fazol aaj tak ham parhty rahy...!!! Ye bhi ik ishara hai afat-e-nagahani ka Kisi jaga sy parindon ka kooch kar jana...!!! Talkh itni thi ky peeny sy zuban jalti thi Zindagi aankh ky pani mein mila li main ny...!!!