Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Nasha Shayari

Sharab, Nasha, Drink Poetry And SMS With Drinking Wallpapers

Kuch nasha to aapki baat ka hai Kuch nasha to dheemi barsat ka hai Hamein aap yon hi sharabi na kahiye Is dil par asar to aap sy mulaqat ka hai...!!! Kash hamein bhi koi samajhny wala hota To aaj ham itny na samajh na hoty Kash koi ishq ka jaam pilany wala hota To aaj ham bhi is sharab ky deewany na hoty...!!! Ye apna dil bhi ajeeb sharabi hai Har qadam par bas machal jata hai Tum agar chor ky jao bhi to gham nahi Ye roz naye maikhnay sy dil bahlata hai...!!! Ham zindagi sy aas karein bhi kiya karein Jab tum nahi to paas karein bhi kiya karein Sharab piyein ya ye zehar bhi to pi liya Piyas bujhti nahi karein bhi to kiya karein...!!! Kuch bhi bacha na kahny ko har baat ho gayi Aao kahein sharab piyein raat ho gayi...!!! Ghame e dunya mein gham e yaar bhi shamil karlo Nasha bharta hai sharabein jo sharabon mein milein...!!! Jany dy maikhany sy ab kab tak piyon ga ...