Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Intzar Shayari

Intzaar Hindi And Urdu Cool Shayari With Nice Intzaar Images

Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!

Judai Shayari: Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky Laot Aaonga

Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky Laot Aaonga Main Intzar Na Karti To Aur Kya Karti, Zaheen Usky Sivaa Kon Tha Mera Hamdard Main Us Se Piyar Na Karti To Aur Kya Karti...!!!

Love Night Hindi Shayari: Intzaar Rahta Hai Har Sham Tera

Intzar Rahta Hai Har Sham Tera Ratain Toti Hai Le Le Ke Naam Tera, Muddat Se Baithi Hon Yeh Aas Pe Shayad Abb To Aa Jaye Koi Paigaam Tera...!!!

Love Shayari SMS: Dukhon Ka Raaj Chal Raha Hai Tum Intzar Karna

Dukhon Ka Raj Chal Raha Hai Tum Intzar Karna  Main Khushian Dhond Laya To Tumhain Aa Milon Ga...!!!

Intizar Shayari Main Intezar Ka Qaail na Thi Magar Tuny

Main Intezar Ka Qaail Na Thi Magar Tune Lga Dia Mujhy Deewar Ke Sath Ghri Ki Trah...!!!