Skip to main content

Posts

Showing posts from November 21, 2014

Piyar, Muhabbat Shayari With Piyar Muhabbat Shayari Images

Jo dil ky aainy mein ho wahi hai piyar ky qabil Warna deewar ky qabil to har tasveer hoti hai...!!! Khobsurat sa aik pal qissa ban jata hai Jany kab kon zindagi ka hissa ban jata hai Kuch log zindagi mein milty hain aisy Jisny kabhi na tootny wala rishta ban jata hai...!!! Ham ny har saans muhabbat py fida ki hai Har dua main teri chahat ki iltija ki hai Tum kiya karo gy muhabbat ki intiha Ham ny to ibtida hi intiha sy ki hai...!!! Aagaz e ishq to khob tha yaro kiya kahon Pahly to thi dil lagi ab dil py ja lagi...!!! Gulab jaisa badan phool sa nikhar us par Umand ky aayi hai ab ky baras bahar us par Wo kal ki raat bhari dair mery pas raha Aajab tarha sy uterta raha khumar us par...!!! Meri zindagi to firaaq hai Wo azal sy dil mein makeen sahi Wo nigaah e shoq sy door hain Rag e jaan sy laakh qareen sahi...!!! Zehar sy bhi ziyada khatarnaak hai ye muhabbat Agar koi isy ch...

Punjabi 4 Line and Ghazal Shayari With Images, Photos

Do nain tery ny kinny sohny Zaror rab ny reej naal banaye hony Saamb ky rakhein inaa noo Najran na inna no lawa bethein...!!! Waada nai main chaondi bas koshish kari ki Jerra rishta hai apna nibhayi too Eeho hai dua kaddy hoyi na juda Hath maahi da kaddy naa chad jayi too...!!! Wy to nai aaya, Teri yaad aa ky Tera waada yaar wafa kar gayi Saano taang rahi hai pal pal teri Bechain mera amman sakon tabah kar gayi Buwa hilly ya kai waari Main samjha asar dua kar gayi Dunya wi wekhi ty dunya dari wi wekhi Dilaan utty chaldi main aari wekhi Waikhy si jo lok main nibhaoundy yaarian Onha hathon hondi main gaddari wekhi...!!! Jandy ay ty jaye chahy meri jaan jaye Din da sakoon meri raat da aaram jaye Ik milda nayi oh jaira puchda ay haal mera Subha tu din ty jewain din toon sham jaye...!!! Is janam wich karaan piyar inna Ky har janam vich mil jawy tera sath maino Inhy saj...

Sharab, Nasha, Drink Poetry And SMS With Drinking Wallpapers

Kuch nasha to aapki baat ka hai Kuch nasha to dheemi barsat ka hai Hamein aap yon hi sharabi na kahiye Is dil par asar to aap sy mulaqat ka hai...!!! Kash hamein bhi koi samajhny wala hota To aaj ham itny na samajh na hoty Kash koi ishq ka jaam pilany wala hota To aaj ham bhi is sharab ky deewany na hoty...!!! Ye apna dil bhi ajeeb sharabi hai Har qadam par bas machal jata hai Tum agar chor ky jao bhi to gham nahi Ye roz naye maikhnay sy dil bahlata hai...!!! Ham zindagi sy aas karein bhi kiya karein Jab tum nahi to paas karein bhi kiya karein Sharab piyein ya ye zehar bhi to pi liya Piyas bujhti nahi karein bhi to kiya karein...!!! Kuch bhi bacha na kahny ko har baat ho gayi Aao kahein sharab piyein raat ho gayi...!!! Ghame e dunya mein gham e yaar bhi shamil karlo Nasha bharta hai sharabein jo sharabon mein milein...!!! Jany dy maikhany sy ab kab tak piyon ga ...