Daja Shahadat Tak Rasai: Hazrat Aysha (R.A) ny Rasool Allha (S.A.W) sy daryaft kiya kiya koi shakhs bagair shahadat ky shaheedon ky sath ho sakta ha Hazoor (S.A.W) ny irshad farmaya jo shakhs din ya raat mein 20 dafa mot ko yaad kary wo shaheed mein ho sakta ha aik dosri hadees mein ha jo shakhs rozana 25 martaba yeh alfaz parhy woh shaheedon ky darjon mein ho sakta ha...!!! Aik fori kalma-e-magfirat: Hazrat Anas (R.A) sy riwayat ha ky aanhazrat (S.A.W) ny farmaya jo shakhs nimaz ky baad ye alfaaz kahy woh is haal mein khara hoga ky uski magfirat ho chuki hogi...!!!