Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Judai Urdu Shayari

Judai Sad SMS Shayari With Sad Images, For Mobile Wallpaper And FB Post

Kesi ajeeb tujh sy ye judai thi Ky tujhy alwida bhi na kah saky Teri saadgi mein itna faraib tha Ky tujhy bewafa bhi na kah saky...!!! Guftago unsy roz hoti hai Mudaton saamna nahi hota...!!! Gila aapsy koi nahi hai Gila apni majborion sy karty hain Aap aaj hamary qareeb na sahi Muhabbat to aapki dorion sy bhi karty hain...!!! Kitna chahaton hon tujhy ye mujh ko pata nahi Magar tumahry siwa koi aur dil mein basa nahi Zamana dushman ho gaya chahat ka hamari Juda ho gaye phir sy ham ye meri khata nahi...!!! Uski judai ny mujhy lafzon ka badshah bana diya Main kisi sy baat bhi karta hon to log waah waah karty hain...!!! Dil to hai to sirf tujh py hi mary ja raha hai Teri yaad mein tasbeeh kiye ja raha hai Ab to ye judai ka ye gham ham sy saha nahi ja raha hai Aur aik tu hai jo door rah kar hamein tarrpa raha hai...!!! Hijar ki talkhi zehar hai jana Kuch meethi baatein bh...