Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakham Main chah kar bhi usey see na paaya Bas kahny keliye hi zinda hon main to yaaro Par marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!! Dard mein is dil ko tarrapty dekha Samny har rishty ko bikharty dekha Kitny piyar sy sajayi khawabon ki dunya Usey aankon sy apny ujarrty dekha...!!! Kiun mery dard sy tum bechain rahty ho Aankhon sy qeemti moti baha dety ho Aaj pochon aik sawal aap sy Kiun door hoky bhi mery paas rahty ho...!!! Mujhy phir sy sachool ka basta thama do Mujhy zindagi ka sabaq buhat mushkil lagta hai...!!! Raat palkein jhapki to aik haseen khawab aa gaya Aapky piyar ka mahakta gulab aa gaya Do pal aap bhi yaad kar liya karo hamein Aankhein khuli to apki yaad mein aansoun ka sailab aa gaya...!!! Bury waqt ho to lot jao tum Sabhi chahry aazma liye ham ny...!!! Dard deti hai mujhy hamdardi har shakhs ki Meri dunya ujaar di...