Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Bewafai Shayari

Wafa aur Bewafai Shayari SMS in Urdu Pictures

Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast, Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!! Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye, Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!

Bewafai Shayari in Urdu Design Photos Collection

Kisi BEWAFA ki khatir yeh junoon faraz kab tak, Jo tumhain bhula chuka ha usey tum bhi bhool jao...!!! Kiun uljhy howey ho in sawalon mein, BEWAFA tum nahi to ham hon gy...!!!

Wafa Sad Urdu Shayari SMS with Poetry Wallpapers

Kar ky aik dosry sy ahd-e-WAFA , Aao! kuch dair jhot bolein ham...!!! Koi majborian hogien WAFA jo kar nahi paya, Mery mahboob ko shamil na karo bewafoun mein...!!!

Bewafai and Wafa Shayari Wallpaper in Urdu

Bewafai ki har kahani ka, Silsila tum sy ja ky milta ha...!!! Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai, Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!

Wafa and Bewafa Poetry/Shayari Pictures in Urdu

Tum mein wafa nahi ye baat janty hain ham, Magar tumhain koi bewafa kahy to bura lagta ha...!!! Tum ny dekhi hi nahi hamari pholon jaisi wafa, Ham jis par khilty hain usi par murjha jaty hain ...!!! Wafadar aur tum, khayal acha ha , Bewafa aur ham ilzam bhi acha ha...!!!

Mohabbat Ki Bewafai Urdu Shayari SMS Duniya Me Jeene Ki Chahat Na Hoti

Duniya me jeene ki chahat na hoti Agar KUDA ne mohabbat banayi na hoti, Log marne ki aarzoo na karte Agar mohabbat me bewafai na hoti...!!!

Sad Mohabbat Hindi Ghazal Haqiqat Jaan Kar Aisi Hamaqat Kon Karta Hai

Haqiqat Jaan kar Aisi Hamaqat Kon Karta Hai Bhala Be Faiz Logon Se Muhabbat Kon Karta Hai, Batao Jis Ujrat Mein Khsara He Khsara Ho Bina Sochy Khisary Ki Tijarat Kon Karta Hai, Humain He Galat Fehmi Thi Kisi Ke Wasty Warna Zamany Ke Rawajon Se Bagawat Kon Karta Hai, Khuda Ne Sabar Karny Ki Muje Tofeeq Bakhshi Hai Ary Gi Bhar Ke Tarpao Shikayat Kon Karta Hai, Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hai Magar Es Daor Mein Ye Zehmat Kon Karta Hai...!!!

Sad Pyar Ka Shikwa Sahayri SMS Kaash Tum Mujhe Ek Khat Likh Dete

Kaash tum mujhe ek khat likh dete Mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete, Tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki, Nafrat ki hi mujhe koi Wajah to bata dete...!!!

Sad Wafa Bewafi Shayari SMS Ess Dyar-e-Be'rukhi Me Ess Qadar Pas-e-Wafa

Ess Dyar-e-Be'rukhi me, ess qadar Pas-e-wafa Ikk yehi bass kaam tha jo hum ghalat kartay rahay...!!!

Bewafi Shayari SMS Yeh Jo Doobi Hain Meri Ankhein Ashkon Ke Dariya Me

Yeh jo doobi hain meri ankhein ashkon ke dariya me, Yeh matti ke puttalon par bharosay ki saza hi...!!!

Shikwa and Bewafai Hindi Shayari SMS Jab Hum Qiyamat Ke Din Karain Shikwa Teri Bewafai Ka

Kitna dilkash manzar ho jab hum Qiyamat ke din karain Shikwa teri Bewafai ka, Aur tum lag ke Galay say Meray, Dheeray say kaho, Chup raho KHUDA ke liay...!!!

Bewafi Shayari Usay Khiraaj-e-Muhabbat Ada Karon Gi Zaroor

Usay Khiraaj-e-Muhabbat Ada Karon Gi Zarur, Zara Main Yaad To Kar Lon Koi Wafa Us Ki...!!!

Bewafai Shayari SMS Kaisey Andaz-e-Shouq Me Keh Diya Tum Ne Alvida

Kaisey Andaz-e-Shouq Me Keh Diya Tum Ne Alvida, Jaisey Sadiyon Se Tere Dil Pe Koi Bojh Thy Hum...!!!

Bewafai Shayari SMS Zamana Kiaa Kaheyga Aap Key Tarz-e-Tagaful Par

Zamana Kiaa Kaheyga, Aap Key Tarz-e-Tagaful Par, Tumhein Meri Tabahi Ki Qasam , Rok Hansi Apni...!!!

Sad Bewafai Hindi Shayari: Hamne Waqat Se Bohut Wafa Ki

Hamne Waqat Se Bohut Wafa Ki Lekin Waqat Hamse Bewafai Kar Gaya, Kuch To Hamare Naseb Bore The, Kuch Unka Humse Jee Bhar Gaya...!!!

Sad Bewafai Shayari SMS: Guzarish Hamari Woh Maan Na Sake

Guzarish Hamari Woh Maan Na Sake  Majboori Hamari Woh Jaan Na Sake, Kehte Hain Marne Ky Bad Bhi Yad Rakhenge Jetey Ji Jo Hamain Pehchan Na Sake...!!!

Bewafai Dosti Shayari: Mehfil Main Kuch To Sunana Pardta Hai

Mehfil Me Kuch To Sunana Pardta Hai Gaham Chupa Kar Muskurana Pardta Hai, Kabhi Unke Srif Ham Hi The Dost, Aj Kal Unhain Yad Dilana Pardta Hai...!!!

Bewafai Hindi Shayari: Unka Shukrya Kuch Aesy Ada Karon

Unka Shokarya Koch Aisi Aada Karon Woh Kare Bewafai Main Wafa Karon, Meri Mohabbat Ne Bas Itna Sikhaya Muje Khud Mit Jaon Par Unke Liye Duaa Karon...!!!

Bewafai Hindi Shayari: Teri Mohabbat Me Maine Sanam Subha Se Shaam Beepak Jalaey

Teri Mohabbat Me Maine Sanam Sobah Sey Sham Depaak Jalay, Badle Me Tone Woh Bewafa.. Mere Sajey Howy Armaan Jalay...!!!

Love Sad Bewafai Shayari: Woh Jo Apna Tha Hamsy Hai Khafa Pata Nhi

Woh Jo Apna Tha Humsy Hai Khafa Pata Nhi Kis Se Hoi Thi Kya Khata, Bewajah Dil Nhi Tot'ta Kisi Kaa, Tum Thy, Yaa Hum They Bewafa ...!!!