Skip to main content

Posts

Showing posts from November 11, 2014

Sad, Dukh, Dard 4 Line Shayari, SMS For FB Posts

Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakham Main chah kar bhi usey see na paaya Bas kahny keliye hi zinda hon main to yaaro Par marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!! Dard mein is dil ko tarrapty dekha Samny har rishty ko bikharty dekha Kitny piyar sy sajayi khawabon ki dunya Usey aankon sy apny ujarrty dekha...!!! Kiun mery dard sy tum bechain rahty ho Aankhon sy qeemti moti baha dety ho Aaj pochon aik sawal aap sy Kiun door hoky bhi mery paas rahty ho...!!! Mujhy phir sy sachool ka basta thama do Mujhy zindagi ka sabaq buhat mushkil lagta hai...!!! Raat palkein jhapki to aik haseen khawab aa gaya Aapky piyar ka mahakta gulab aa gaya Do pal aap bhi yaad kar liya karo hamein Aankhein khuli to apki yaad mein  aansoun ka sailab aa gaya...!!! Bury waqt ho to lot jao tum Sabhi chahry aazma liye ham ny...!!! Dard deti hai mujhy hamdardi har shakhs ki Meri dunya ujaar di...

Baarish Barsaat Shayari, Urdu Text And SMS, With Sad Images

Aaj phir teri yaad aai barish ko dekh kar Dil py zor na raha apni bebasi dekh kar Roya to is qadar teri yaad mein Ky barish bhi tham gayi meri barish ko dekh kar...!!! Ab ki barsat ki raaton mein badan tot ta hai Jaag uth ti hai ajab khahishen agrayi ki...!!! Barishon ky mousam mein badlon kesy main Aik gaoun ki rah par yaad hai mily they ham Phir ye hadsa howa aasman to tham gaya Lekin apni aankhon sy tab sy lekar aaj tak Barishein barasti hain...!!! Barsat ki bheegi raaton mein phir koi suhani yaad aai Kuch apna zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aai Hum bhool chuky thy jisny hamein dunya mein akela chora tha Jag gor kiya to aik surat jaani pahchani yaad aai...!!! Bheeg jati hain palkain tanhayi mein Darty hain koi jaan na ly Pasand karty hain taiz barsat mein chalna Kahein roty howey ko koi pahchan na ly...!!! Jo barish ki tamana hai to in aankhon mein aa betho Wo barson mein kahei...