Skip to main content

Posts

Showing posts from February 22, 2013

Judai Urdu Shayari Mat DOOR Jana Hum Sy Kabhi Itna

Mat "DOOR" Jana Hum Sy Kabhi Itna Ke "WAQAT" Ke "FAISLAY" Py "AFSOOS" Ho, Kya Pata phir Kabi Tum Lot K Aao aur "HUM" mitti main " KHAMOSH " Hon...!!!

Sad Death Urdu Ghazals Shayari Chahay Jitna Bulaao Gay Wapas Na Aaon Gi Main

Chahay jitna bulaao gay wapas na aaon gi main Aasmaan ki banhoon mai sama jaaon gi main, Dekhna younhi hanstay khailte younhi muskuratay hooye Kisi rooz chup chaap si chali jaaon gi main, Na jaane mujhe yaad keray gaa bhe koi ke nahin Na maloom kisi ko yaad aaon ke na yad aaon gi main, Shayad ke hoo jaye meray liye bhe koi aankh pur num Shayad kisi ko ashkoon ka tuhfa day jaaon gi main, Boohat tadpi hoon mai sab ke kareeb reh reh kay Ab door jaa ke sab ko tadpaaon gi main, Zara zara si baat pe ye rooth jaata hay mujh se Dekhna kisi rooz zindage se rooth jaaon gi main...!!!

Urdu Izhar Romantic Shayari Ghazal Nigah-e-Ishq Nay Jab Poocha Unke Dil Se

Nigah-e-ishq nay, jab poocha unke dil se Kya tum bhi mujhe, itna hi chahtay ho, To unkay chehray ki rangat Ik sawaal kay kai jawaab ban gai, Unkay jhukay nain, kai afsaane bayaan kar gaye Unkay laraztay honth, mohabbat ki kahani ban gaya, Muskurahat unki, beshumaar diyae, jalaa gayee Aur Nazre Chuarna unka, Ranza ki kahaani sunaa gaya...!!!

Sad Hindi Judai Ghazal Kitni Majbooriyan Ham Palkon Pe Saja Lety Hain

Kitni Majbooriyan Ham Palkon Pe Saja Lety Hain Hum Kahan Roty Hain Halaat Rula Dety Hain, Yaad Rahty Hain Bury Waqat Ke Sathi Kis Ko Subah Hoty Hi Sab Shama Bujha Dety Hain, Sath Hoty Hain To Lagta Hai Sadiyoon Ka Sath Hai Door Hoty Hain To Faqat Do Din Men Bhula Dety Hain...!!!

Sad Judai Urdu Ghazal Woh Kisi Aur Ka Hoga To Qayamat Hogi

Woh kisi aur ka hoga tu qayamat hogi Phir na kisi ko kisi sey mohabbat hogi, Usey deakhay koi mujhay acha nhe lagta Is sey barh kar bhe koi mohabbat hogi, Chand ko deakha tu yeh ehsas howa Wo akela hai usey meri zarorat hogi, Aey chand us ko kisi aur ka na honay dena Warna zindagi bhar phir mujhay shikayat hogi...!!!