Skip to main content

Posts

Showing posts from November 15, 2014

Love, Ishq, Muhabbat Shayari and SMS with Lovely Images

Chahat ky ye asiy afsany howey Khud nazron mein apni begany howey Kisi bhi rishty ka khayal nahi mujhy Ishq mein tery is qadar deewany howey...!!! Ishq jab tak na kar chuky ruswa Aadmi kaam ka nahi hota...!! Main wahan hon jahan jahan tum ho Tum karo gy kahan kahan sy guraiz...!!! Dil mein kuch nahi aaj dard ky siwa Aankhon mein kuch nahi aaj teri yaad ky siwa Tum chorna mat kabhi sath mera Zindagi mein kuch nahi tery piyar ky siwa...!!! Log ishq mein jaan deny ki baat Karty hain par deta koi bhi nahi Ham to hatheli par jan liye bethy hain Kambakht koi maangta hi nahi...!!! Tum mery dil mein aisy basy ho Jaisy ky dil ki dharkan bany ho Tum ko mery jaan khabar hi nahi hai Mery liye tum kiya ban gaye ho...!!! Tanhiyon mein muskurana ishq hai Aik baat ko sab sy chupana ishq hai Yon to neend nahi aati rat bhar Magar jagty jagty sona aur  soty soty jagna hi ishq hai...

Intzaar Hindi And Urdu Cool Shayari With Nice Intzaar Images

Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!