Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Islamic Wallpapers

Chand Raat Greeting Cards with Chaand Raat Hindi Text Messages

"Bin Dekhy Usy Yaa Rab , Yeh Eid Na Guzry,   Kar Paida Koi Aisa Sabab K Eid Na Guzry ,   Dunia Ko Dikhaya Hai Ik Chaand Jo Tu Ny,   Mujhko Bhi Dikha Dy, K Yeh Eid Na Guzry...!!!"   -: Chand Raar Mubarak :- "Chand Aya Hai Nikal Geya Har Simat Ujaala      Hoga, Mahfil-e-Eid Ka Manzar Dilkash Nirala     Hoga, Tum Jo Aa Jao Ay Janaab-E-Mann      Rang-E-Eid Daikhny Walaa Hogaa...!!!" -: Chand Raar Mubarak :- “Chaand Raat Mubarak Ho Is Dua K Sath K Allah       Ta`laa Aap Ki Zindgi Ki Har Khahish Har Tamanna   Har Aarzoo Har Khushi Har Duaa Puri Kary. Aameen...!!!” -: Chand Raar Mubarak :- "Log Eid Ka Chand Denkhny Ki Koshish Kar Rahy Hein     Ap Kab Apny Kamry Sy Bahir Azo Gy..  Ta`k Aap Ko  Dekh Kar Logon Ka Intizar Khatam Ho Jaye,      Aor Main Aap Ko Tahe-Dil Sy Kahoon.. Eid Mubarak...!!!" -: Ch...

Chand Raat Mubarak SMS Meesages with Chand Raat Pictures

" Raat Ko Nayaa Chaand Mubark Chaand Ko  Chandni Mubark  Falak Ko Sitare Mubark  Sitaron Ko Bulandi Mubark Or  Aap  Ko Humari Tarf Sy Chand raat Mubarak...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Tohfa Duaaon Ka Tumhein Ponhche Mera  Sada  Rahy Tumhary Gird Khushion Ka  Ghera Musarratein EID Ki Tumhein  Mubark Hoon Tumhari Zeest Mein Na  Aye Kabhi Ghamoon Ka Phaira...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Chand Eid Kaa Nazar Aaya Hay,  Mubaarak Ho Sab Ko Din  Eid Kaa  Aya Hey.. Kro Shukar Adaa Us  Oopar Walay Ka..  Ki Jis Ney Yah  Jahaan Niaamaton Se Sarabar Bane Hein...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Chupky Sy Chand Ki Roshni Chhoo Jaye Ap Ko Dhiray Sy  Yeh Hawaa Kuch Keh Jay Ap KoDil Se Jo Chahte Ho Maang  Lo KHUDAA Sy Hum Dua Karein Gay Keh Woh Mill Jaye Aap Ko...!! " -: Chaand Raat Mubarak :- " Tu Meri Duaon Main Shamil Hai Is Tarah... P...

Sajda-e-Sahw ka Bayan in Islamic Wallpapers | How to do Sajda-e-Sahw

Sajda-e-Sahw  ka Bayan #1: Abu Huraira r.a sy Riwayat ha Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Jab tum mein koi  nimaz parhta ha to shaitan us ki nimaz mein shuba dalta ha aur usko yaad nahi rahta ky kitni rikatein parhein jab tum  mein sy kisi ko aisa ittifaq ho to bethy bethy do sajdy kary...!!!" Sajda-e-Sahw  ka Bayan #2: Teen ya Char Rikat ky Shak mein Sajda: Abu Saeed Khudri r.a bayan karty hain  ky Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Agar tum mein kisi ko rikat ki tadad ky bary mein shak par jaye teen parhi hain yaa  char? To shak ko chor dy aur yaqeen par aitamad kary. Phir salam phairny sy pahly do sajdy kary. Agar us ny panch rikat  nimaz parhi to yeh sajdy uski nimaz (ki rikat) ko juft kar dein gy aur agar us ny pori char rikat nimaz parhi to yeh  sajdy shaitan keliye zilaat ka sabab hongy...!!!"

Jannat me Dakhil Hone ki 40 Ahadees-e-Mubaraka in Islamic Wallpapers Urdu

There are Forty (40) Hadees-e-Mubarka about  Paradise in Islam ( Jannah ) in Images for Social Media post share. Allah ka Dar aur Acha Ikhlaq: Sayadna Abu Huraira r.a sy marwi ha wo bayan karty hain ky Rasool Allah  s.a.w sy aisy amal ky bary mein sawal kiya gaya jo sab sy ziyada logo ko jannat mein dakhil kary ga to Rasool Allah  s.a.w ny farmaya: "Allah ka dar aur acha ikhlaq...!!!" Khalos-e-dil sy Kalmy ki Shahat Dena: Sayadna Maaz r.a sy marwi ha wo bayan karty hain ky Rasool  Allah s.a.w ny farmaya: "Jis shakhs ny khalos-e-dil sy ye shahadat di ky Allah tala ky ilawa koi mabood barhaq nahi woh  jannt mein dakhil hoga...!!!"

Ramzan Chand Mubarak SMS in Urdu with Wishes Wallpapers

Chand ki Pehli Dastak Pay Chand Mubarak Kehtay Hain, Sub Say Pehlay Hum Aap Ko " RAMZAN MUBAARAK " Kehtay Hain...!!! Ramadan Kareem Mubarik. May Allah Enables us to do More and More Good Deeds and to Make the Most of this Month... May Allah Forgive are Sins (Aameen) Remember Me In your Prayers...!!!

Islamic Wallpapers for Facebook Hadees or Quran

Hazrat Abdullah Bin Umer r.a sy marvi ha keh  Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Allah Taala raham karny walon par raham karta hai tum zameen walon par raham karo aasman wala tum par raham kary ga raham rahman sy mashtak ha jo shakhs rishta jory ga Allah taala usey ( apni rahmat ky sath ) jory ga aur jo rishta tory ga Allah tala usey (apni rahmat sy) torr dy ga...!!!" Mahboob sy Mahroomi par Sabar Karny waly Insan ki Fazelat: Hadees-e-qudsi  hai Allah tala farmaty hain: "Mera woh momin banda ky jab main ahal-e-dunya mein sy uska koi  mahboob tareen saathi apny pas bula lon, phir who usy Allah ka hukam samajh kar hansi khushi  qabool kar ly to mery pas uska badla jannat ky siwa kuch nahi hai...!!!

Hadees ke Hawala se Waldain ki Nafarmani or Uski Saza in Urdu Tarjuma

Waldain ka na farman Jahanumi hai: Umer Bin Marah r.a bayan karty hain keh aik aadmi Nabi Kareem s.a.w ki taraf aaya us sy kaha ay Allah ky Rasool  s.a.w!  main gawahi deta hun ky Allah ky siwa koi mabood barhaq nahi aur aap Allah ky Rasool hain aur main panch nimazein parhta hun apny maal ki zakat deta hun aur ramzan ky rozy rakhta hun Aap s.a.w ny farmaya: "Jo is par (yani mazkora aamal par) mar jaye woh qayamt ky din anbia siddeqein (intahai sachy) aur shohada ky sath is tarha hoga aur Aap s.a.w ny do unglion ko khara kiya jab ky us ny waldain ki Nafarmani na ki hogi...!!!" Waldain ka Nafarman Jannat mein Dakhil nahi Hongy: Abdullah r.a farmaty hain ky Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Qayamat ky din teen aadimion ki taraf Allah Tala nahi dekhy ga:" 1: Waldain ka Nafarman. 2: Mardon ki Mushabihat karny wali Orat. 3: Deos.

Khany sy Faragat ky Baad ki Dua in Urdu Tarjuma Image

Khany sy faragat ky baad ki dua : "Har kism ki tareef Allah hi keliye ha jis ny yeh khana mujhy khilaya aur mujhy yeh (khana) ata kiya bagair meri kisi taqat ky aur bagair meri kisi quwat ky...!!!" Wazahat: Allah ka nam lekar khana shuro karna aur farig ho kar Allah ka shukar ada karna naimat mein barkat ka baais hai...!!!

Duniya or Akhirat ki Zindagi Hadees-e-Mubarka in Urdu Tarjuma

Dunya ki Zindagi: "Allah jis keliye chahata ha rizq kushada kar deta ha aur (jis keliye chahata ha) tang karta aur wo dunya ki zindagi par khush ho gaye hain halan ky dunya ki zindagi aakhrat ky mukabla mein thory sy saaman ky ilawa kuch nahi...!!!" Hadees mein aata ha ky dunya ki hasiat aakhrat ky muqably mein aisy ha jaisy koi aadmi apni ungli samander mein dal kar nikaly aur dekhy samandar ky pani ky muqably mein uski ungli mein kitna paani aaya hai...!!!

99 Names of ALLAH with Urdu and English Teanslation and Images

الله -  معبود حقیقی ALLAH -  The Greatest Name Allah, He who has the Godhood which is the power to create the entities. الرحمن -  حد سے زیادہ مہربان  Al-Rehman -  The All-Compassionate The Compassionate, The Beneficent, The One who has plenty of mercy for the believers and the blasphemers in this world and especially for the believers in the hereafter. الرحيم - نہایت رحم کرنے والا Ar-Raheem - The Merciful The Merciful, The One who has plenty of mercy for the believers.

Islamic Quotes, Hadees and Sayings SMS in Urdu with Pictures for Facebook Posts

Aey Allah main tery naam sy din ka aagaz kar raha hon mera aur tamam musalmano ka sara din acha guzray aamin...!!! Gunahon Ka Boojh Halka Kijiaey. Hazrat abdullah bin umer (R.A) farmaty han ky mainy rasool Allah (S.A.W) ko ye  irshad farmaty howey suna: "Jab koi shakhs nimaz keliye khara hota to usky gunah usky sar aur kandhon par  rakh diye jaty jab jab wo rakoo aur sajdy mein jata to wo gunah girty rahty hain....!!!"

Islamic Quote and Sayings in Urdu with Images for Facebook

Urdu Islamic Inspirational Quotes and Sayings with Images for Facebook Timeline Posts Status. ALLAH se rishta joro sab toty rishty jurr jainge...!!! Koi tum sy roth jaye phir  wahi tum sy milny ko tarsy to usey kabhi mat khona kiun ky wo tum sy buhat ziyada piyar karta ha...!!! Hazrat Ali...!!! Soorat bagair seerat ky aisa phool jis mein kanty ziyada hon aur khushbo bilkul na ho...!!!

Eid Milad-un-Nabi Wallpapers with 12 Rabi-ul-Awal Wishes SMS

"Convey My Cordial & Sincere Greetings 2 U & Ur Family On The Occasion Of Milad-un-Nabi, The Auspicious Day On Which Prophet Hazrat Mohammad (PBUH) Made His Descent On  Earth...!!!" " Happy Eid Milad-un-Nabi ...!!!"

Happy Eid Milad-un-Nabi Quotes and Messages with Wishes Images

KHUDA Ke Fazal Se Emaan Me Hain Hum Pory, Keh Apni Rooh Me Saari Hai Bahewen Tareekh...!!! " Jashan-e-Eid Milad-un-Nabi Mubarak Ho...!!!" ---------------------------------------------- "May The magic Of This Eid-e-Milad-un-Nabi Bring Lots Of Happiness In Ur Life May U Celebrate It With All Ur Close  Friends & Family & May Ur Heart B Filled With Love of Mohammad (PBUH) and joy...!!!" " Happy Eid Milad-un-Nabi ...!!!" ---------------------------------------------- "When Allah Call U For Pray Of Friday Go Who Will Go For Friday JUMMAH Prayer. His All Week Fault Will Clean & Good Things Will B Written In His Book...!!!" " Happy Eid Milad-un-Nabi ...!!!" ---------------------------------------------- "When My Arms Can not Reach People Close To My Heart.  I Always Hug Them With My Prayers.  May ALLAH'z Peace B With U a   Very Happy Eid-e-Milad-un-Nabi ...!!!" -------------------------...

Eid Milad-un-Nabi SMS in Hindi with Wishes of Prophet Mohammad PBUH Birthday Pictures

Woh Khaak Jo Mill Jaey To Chamkaon Jabain Parr Joo AAP (S.A.W.W) Ke Kaff-e-Paa Ko Kabhi Choom Chuki Ho...!!! ----------------------------------------------- HAZOOR (S.A.W.W) Ki Aamad Marhabaa PUR-NOOR (S.A.W.W) Ki Aamad Marhabaa...!!! ----------------------------------------------- Subhaa Tayyaba Me Hui Bat'ta Hai Baraa Noor Ka Sadqa Leny Noor Ka Aaya Hai Taara Noor Ka, Jiss Suhaani Gharii Chamkaa Tayyaba Ka Chaand Uss Dil Afrooz Sa'at Pey Laakhon Salaam...!!! ----------------------------------------------- Ek Nazar Asman Pey Daal Marhabaa Chamka Mah-e-Noor Ka Hilal Marhabaa Yaa RASOOL ALLAH (S.A.W.W) Marhabaa. RABI-ul-AWWAL Bohat Bohat Mubarak Ho...!!! Remember me in your Prayers...!!!

Eid-e-Milad-un-Nabi Urdu Shayari SMS with Greetings Images

Hai Aaj Barwein Ki Raat Hai Aaj Khushyon Ki Raat, Aufaq Pey Chamka Ek Rosan Taraa Mitt Giyaa Jahan Sey Zulam Sara, Hai  Khulk Ka Khaliq KHUDA Ki Zaat Hai Khalq Ka Sabab Buss Apki Zaat, Hai Dunyaa Kaa KAABA Baitullah Hai KAABA Ka "KAABA " Aap  Ki Zaat, AAQA Ki Sanaa Kesey Kregaa Tu Jiss Zaat Key Liey Naa Ho Tere Paas Kuch ALFAAZ...!!! " Jashan Eid Milad-un-Nabi Mubarak ...!!!" YAA RASOOL ALLAH (S.A.W.W) AAPKE Chahany Waloon Ki Khair Ho...!!! Hashar Tak Dalain Ge Pedaish MOLA Ki Dhoom, Misll Faras Najd Ke Qilley Girraty Jaingy...!!! " Eid Milad-un-Nabi Mubarak "

Eid Milad-Un-Nabi Wishes Cards Images with Urdu SMS

"Aap Ko Jashan-e-Eid Milad-un-Nabi Mubarak Ho ALLAH Talah Hum Sab Ko Seedhi Rah Per Chalne Ki Taufeeq Ataa Farmay Aameen ..!!! " EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho...!!!" -------------------------------------------- "Farmaan-e-Nabi Sallah Ho Waelihi Wasallam Dunia Main Agr Chaar (4) Chezain Tumhare Paas Hon To Tumhain  Nuqsaan Nhi Hoga...!!!" 1. Sachi Zuban...!!! 2. Amanat Dari ...!!! 3. Khush Ikhlaqi ...!!! 4. Rizq-e-Halal...!!! "Happy Eid Milad-un-Nabi...!!!"  -------------------------------------------- ALLAH Ko Razi Karo Us Ki Ehkaam Se RASOOL Ko Razi Karo Un Ki Etaat Se Makhlooq Ko Razi Karo Un Ki Hakook Se Rabi-ul-Awal Kaa Yehi Paigaam Hai...!!! " EID-e-MILAD-UN-NABI Mubarak Ho ...!!!" -------------------------------------------- " Eid Milad Un Nabi Mubarak NABI Na Hoty To Na Koi Eid "EID" Hoti Na Koi Shab " Shabe Barat" Hoti, Na Koi "Shab-e-Qadar" Hoti Na Dunya Ho...

Eid Milad-un-nabi Shayari SMS with Urdu Wishes Picture

"Ajab Faiz Hay AAQA TERI Mohabbat Ka. Darood Aap (S.A.W.W) Pey Parhoon Aur Khud Sanwar Jaoon...!!!" "Rabi-ul-Awal Ka Month Mubarak Ho...!!!" --------------------------------------------- "Bohot Muqaddas Hai Mery Piyary Nabi (S.A.W.W) Ke Qadmon Ki Dhool, Kaash Ke Is Dhool Ka Koi Zarra Meri Qabar Ki Zeenat Ban Jaye...!!! Aameen...!!! " EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho ...!!!" --------------------------------------------- "Rehmaton Ki Hai Yeh Raat Namazon Ka Rakhye Gaa Saath, Manwa Li Jiey RAB Se Harr Baat Duaon Me Rakhiya Gaa Hum Ko Yaad...!!! "Mubarak Ho Ap Ko 12 Rabi-ul-Awal Ki Yeh Rat...!!!" --------------------------------------------- "Ek  Yeh Jahan Ek Woh Jahan,  In Do Jahan Ky Darmiyan Bus Fasla Hai Ek Saans Ka,  Jo Chal Rahi Hai To Yeh Jahan Jo Ruk Gaey To Woh Jahan,  Saki Is Mala Me Moti Pro Do Darood Ke,  Phir Yeh Jahan Ho Ya WOH Jahan Hamara Sath Ho Ga "SARKAR-E-DO JAHAN" Ka...!!!...

Muharram Shayari Collection in Urdu

Detaa Ho Asere Mein Jo Paighaam-E-Rehai Tarekh Mein Aisa Koi Qaidi Bhi Kahan Ha, Bazar Mein Abid(A.s) Ko Guzarty Hue Dekho Zanjer Ki Jhankaar Bhi Akbar(A.s) Ki Azaan Ha...!!! -------------------------------------------------------- " Hussain " Tery Tazeem Ja-Baja Hogi,  Yazeed Tery Tazlil  Barmlaa Hogi...!!! -------------------------------------------------------- Janat Ki Aarzo Mein Kahan Ja Rahy Hain Log, Jannat To Karbala Mein Khareedi " HUSSAIN " Nain, Dunia-o-Aakhrat Mein Jo Reh Rhy Hon Chain Say, Jeena ALI Se Sikhoo Marna "HUSSAIN" Say...!!! -------------------------------------------------------- Lafzon Main Kiyaa Likhon " SHAHADAT-E-HUSSAIN "  Mohsin  Qalaam Bhi Mera Ro Dia...!!! --------------------------------------------------------