Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Font Poetry

Hukmrani Q Dil Pe Karte Ho Waasta Garr Jo Door Ka Bhi Nahi

Hukmrani Q Dil Pe Karte Ho, Waasta Garr Jo Door Ka Bhi Nahi...!!! ، حکمرانی کیوں دل پہ کرتے ہو !!!... واسطہ گر جو دور کا بھی نہیں हुक्मरानी   क्यों  दिल पे करते हो, वास्ता गर जो दूर का भी नहीं...!!!

Zindage Kat Gai Maanaty Huey Abb Irada Hai Rooth Jany Ka

Zindage Kat Gai Maanaty Huey, Abb Irada Hai Rooth Jany Ka...!!! ، زندگی کٹ گئی مناتے ہوے !!!...ابّ ارادہ ہے روٹھ جانے کا जीवन  कट मनाते  हुए, अब इरादा  है रूठ जाना...!!!

Tera Yeh Aks Le Dobe Ga Ik Din KHUDAYA Dil Ka Daryaa Khusk Kar Day

Tera Yeh Aks Le Dobe Ga Ik Din, KHUDAYA Dil Ka Daryaa Khusk Kar Day...!!! ،تیرا یہ عکس لے ڈوبے گا اک دن !!!... خدایا دل کا دریا خشک کر دے तेरा यह दर्पण ले डूबेगा इक दिन, खदाया   दिल नदी सूख कर...!!!

When I Look At You My Love a Romentic Poem

When I Look At You My Love a Romentic Poem.. I look at you and see something everything taht i can't put into words, you're evevrthing good in life bundled into a single human being almost bursting at the seams, a creature, in need of love , and i am willing to go to the ends of the earth just to give that to you...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-5

True Love Urdu Poetry Collection Images Just in Two Lines Poetry .. Wajah Jo Dhondo Gy To Sadyan Beet Jaingi, Kaha Na Yaad Aaty Ho To Bas Yaad Aaty Ho...!!! Woh Aik Khat Jo Tuny Kabhi Likha Hi Nahi, Main Rooz Baith Kar Uska Jawab Likhti Hon...!!! Woh Jo Haath Bhar Ka Tha Faasla Kai Mousamoon Me Badal Gaya, Usy Napty Usy Kat'ty Mera Sara Waqat Guzar Gaya...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-4

Best Love Urdu Poetry Collection in Images .. Sooraj Humain Har Shaam Yeh Dars Deta Hai, Maghrib Ki Taraf Jaogy To Doob Jaongy...!!! Suna Hai Muhabbat Me Jaan Chali Jati Hai, Kiun Naa Muhabbat Ka Naam Moot Rakh Dain...!!! Teri Yaadon Ki Barish Barasti Hain Mujhpar Jab Bhi, Main Bheeg Zaroor Jati Hon Magar Palkon Ki Had Tak...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-3

Urdu Poetry Images Collection For Lovers.. Naraaz Tum Naraaz Hum Kaisy Mitain Phir Yeh Dooryan, Hum Muntazir Tum Bekhabar Dono Ki Hain Majboryan...!!! Nigahain Bolti Hain Betahasha, Muhabbat Pagloon Ki Guftagu Hai...!!! Nikala Mujhko Jannat Se Faraib Zindge Dekar, Diya Phir Shook Jannat Ka Yeh Heraani Nahi Jati...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-2

Top ( 10 ) Ten Love Images of Urdu Poetry .. Mere Lafzoon Se Nikal Jaey Asar, Koi Khahish Jo Tere Baad Karon...!!! Meri Haisiyat Ka Andaza Tum Yeh Jaan Kar Laga Lo, Hum Kabhi Unky Nahi Hoty Jo Kisi Ke Ho Jain...!!! Meri Saans Ka Bharosa Kahan Saath Chor Jaey, Meri Zaat Se Wabasta Logo Mujhy Maaf Kar Ke Sona ...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-1

The Best Images of Urdu Love Poetry . Kitaab-e- Ishq Likhny Ki Mujhy Fursat Nahi Sahib, Abhi Tak Bewafai Par Meri Tehreer Baki Hai...!!! Kitaboon Ki Tarha Hai Woh Bhi, Alfaaz Se Bharpoor, Magar Khaamoosh...!!! Kitny Aansu Baha Diaey Chaar Din Ki Muhabbat Me, Agar Sajdy Me Bahaty To Guhagaar Na Hoty...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-5

Top (10) Ten Urdu Poetry Images Collection... Jee To Chahta Hai Tujhy Cheer Rakh Duon Aey Dil , Na Woh Rahy Tujhme Na Tu Rahy Mujhme...!!! Jo Aana Chao To Hazaar Rasty Hain Na Aana Chaho To Uzrr Lakhoon, Mizaaj Barham Tweel Rasta Barasti Baarish Kharaab Mousam ...!!! Kaash Dil Ki Aawaz Ka Itna Asar Ho Jaey, Hum Umhain Yaad Karin Aur Unhain Khabar Ho Jaiy...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-4

This Is The Best Collection Of Urdu Poetry Images And Pictures... Hum Aksar Nikal Jaty Hain Biyabanoo Me "Abbas" Suna Hai Wafa Waly Tanhai Me Rehty Hain...!!! Hum Me To Khair Himmat Hai Dard Sehny Ki, Tum Itny Dard Deti Ho Thak Nahi Jati...!!! Hum Toot Karty Hain Meri Jaan Muhabbat , Yeh Kaam Humain Hasab e Zaroorat Nahi Aata...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-3

World's Best Urdu Font Poetry Collection. Bass Jaty Hain Dil Me Ijazat Liaey Baghair, Woh Loog Jihain Hum Zindagi Bhar Paa Nahi Sakty...!!! Bohat Andar Tak Tabhahi Macha Deta Hai, Woh Ashk Jo Aankhon Se Beh Nahi Sakta...!!! Bohat Bebaak Aankhon Me Taluk Tik Nahi Pata, Muhabbat Me Kashish Rakhny Ko Sharmana Zaroori Hai...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-2

This Is The Best Poetry Collection In Urdu Poetry World... Aaj Bata Raha Hon Nuskha-e- Muhabbat Tumhain, Na Chahat Ko Had Sy Barhao Na Ishq Ko Sar Par Charaho...!!! Aaj Bhi Uski Aankhon Me Raaz Wahi Tha Chehra Wahi Tha Chrey Ka Libaas Wahi Tha, Kaisy Usko Bewafa Keh Don Yaaro Aaj Bhi Usky Dekhny Ka Andaaz Wahi Tha...!!! Abb Aa Gaya Hai Mujhme Me Hosla Tujhy Choorny Ka, Main Aakhri Saans Leta Hon Aur Tum Aazad...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-1

Bewafai Ki Sab Kitaboon Me, Tere Jesi Koi Misaal Nahi...!!! Har Shakhs Se Sun Raha Hun Main Daastan Apni, Bas Mujhko Hi Pata Nahi Main Barbaad Q Huaa...!!! Hazaar Jaam Tasadu Hazaar Mekhany,

Tabeeb Kehty Hain Ke Main Bach Jaonga Parheiaz Yeh Ke Usy Bhoolna Hoga

Tabeeb Kehty Hain Ke Main Bach Jaongam, Parheiaz Yeh Ke Usy Bhoolna Hoga...!!!

Hazaar Cheroon Me Teri Muhabbatain Milti Hain Mujhko

Hazaar Cheroon Me Teri Muhabbatain Milti Hain Mujhko, Par Dil Ki Zid Hai Tu Mily Tujh Jesa Bhi Nahi...!!!

Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly

Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar, Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly...!!!

Karingy Tarq-E-Taluq Yeh Tumse Wada Raha

Karingy Tarq-E-Taluq Yeh Tumse Wada Raha, Badan Se Saans Ka Rishta Toot Jane Do...!!!

Zindgi Aa Beth Zara Baat To Sun

Zindgi Aa Beth Zara Baat To Sun, Muhabbat Kar Betha Hoon Koi Mashwara To De...!!!

Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai

Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai, Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai...!!!