Skip to main content

Posts

Showing posts with the label English Roman Words

Love Dil Dard Shayari Dard-e-Dil Ki Aah Tum Naa Samajh Sako Gey

Dard Is Dil Ky, Kisi Ko Bataaney Se Kya Faedaa Zakhmon Se Apne, Rubaro Karane Se Kya Faedaa, Ashq Apne Hain, Inhain Sameet Lo Daman Me Kisi Bedard Par Yunhi, Lutane Se Kyaa Faedaa...!!!

Love Messages Shayari Images in Hindi and Urdu with English Text Writing

Ek Ajnabi Se Baat Kyaa Ki Ke Qayamat Ho Gayi Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi, Kyun Naa Dosh Dun Dil e Nadaan Ko Dosti Kaa Iraada Thaa Aur Mohabbat Ho Gayi...!!! Woh Nazar Kahan Se Laun Jo Tumhe Bhula De Woh Dawaa Kahan Se Laun Jo Is Dard Ko Mita De, Milnaa To Likhaa Hotaa Hai Taqdiroon Me Parr Woh Taqdeer Hi Kahan Se Laun Joh Hum Dono Ko Mila De...!!!

Love Hindi and Urdu Images Shayari for Facebook Timeline Status

Ajeeb Andhera Hai " ISHQ " Teri Mehfil Me, Kisi Ne "DIL"  Bhi Jalaya To "ROSHNI" Na Hoi...!!! Bewafaa Waqat Thaa Tum They Yaa Muqadar Mera? Baat Itni Hi Hai Ke Anjaam Judai Nikla...!!!

Sad Hindi Images Poetry SMS in English Text Messages for Facebook Status

Mehakti Rehti Hai Sadaa Yeh Yaadoon Ke Chaman Me, Main Usay Keisy Btaoon MUHABBAT Kabhi Puraani Nhi Hoti...!!! Sazaa Ban Jaati Hai Guzre Huey Waqat Ki Yaadain , Najany Kiuon Matlab Ke Liey Meherban Hotey Hain Log...!!!

Hindi Shayari in English Words Urdu Poetry With Images Font

Kis Shook, Kis Tamanna , Kis Darjaa Aajizi Se, Hum Aap Ki Aarzoo Kaery Hain Aap Hi Se...!!! ،کس شوق، کس تمنا ، کس درجہ عاجزی سے !!!...ہم آپ کی آرزو کرتے ہیں آپ ہی سے किस शोक़, किस तमन्ना , किस दर्जा आजिज़ी से, हम आप की आरजू करते हैं आप ही से...!!! Chaand Ko Chuoo Ke Dekhna Chaahon, Mere Nazdeek Aasmaan Kar De...!!!