Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Ashaar

Mirza Ghalib Ishq Poetry-Shayari in Urdu-Hindi Images for Facebook Vol-01

There are some shayari images  of great shayar Mirza Ghalib in Urdu Images and Hindi Language. Here is Mirza Ghalib Ishq Me Muqadar ka Harna Urdu Shayari Image, Ghalib Ishq Or Sakoon Urdu Shayari Wallpapers, Ghalib, Ishq Me Rona Urdu Shayari Photo, Mirza Ghalib Ishq La'Ilaaj Hai Urdu Shayari Image, Ghalib Ishq Me Toot Kar Bikhar Jana Urdu Shayari Picture. Nahi hota kisi tabib sy is marz ka ilaj, Ishq la ilaj ha bas ahtiat kijiye...!!! Bewaja nahi rota ishq mein GHALIB , Jisy khud sy barh ky chaho woh rulata zaroor ha...!!!

Very Sad SMS Shayari Hindi Khud Hi Hain Bais-e-Takleef Hum Apny Liye Warna

Khud Hi Hain Bais-e-Takleef Hum Apny Liye Warna Na Hum Hoty, Na Dil Hota, Na Dil Azariyaan Hotain...!!!

Sad Love Shayari Dard-e-Dil Ki Aah Tum Na Samajh Sako Gey

Dard-e-Dil Ki Aah Tum Naa Samajh Sako Gey, Harr Dard Kaa Matam Sar-e-Aaam Nahi Hotaa...!!!

Sad Love Shayari SMS in Hindi with Art Images

Her Ik Rutt Mein Teri Yaad Mehakti Hai Yahaan , Aaty Jaty Huey Mosam Koi Badlaav Nahian La Saqty...!!! Jaany Kis Baat Ki Unko Shikayat Mujh Se, Naam Taqq Jinka Nahian Hai Mery Afsny Me...!!!

Urdu Love Shayari With Images Vol-2

Daagh Aankhain Nikalty Hain Woh, Unko De Do Nikaal Kar Aankhain ...!!! Chor Diya Hum Aitbar Kismat Ki Lakeron Pe " Wassi " Jo Diloon Main Bas Jain Woh Lakeron Me Nahi Mila Kerty...!!! Kiya Phir Se Nahi Ho Sakta Hum Jaan Maingein , Tum Se Aur Tum Laga Kar Galy Se Kaho Aur Kuch...! !!

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga, Hoo Ba Hoo Chaand Kahaan Ap Ke Jesa Hoga...!!! ،یہ الگ بات کہ وہ آپ سا دیکھتا ہوگا !!!... ہو با ہو کہاں چاند آپ کے جیسا ہوگا यह अलग बात है कि वे सा देखता होगा, हो सक्षम हो कहाँ चाँद अपने जैसा होगा...!!!

Dil Gaya Tha To Yeh Aankhain Bhi Koi Ly Jata Main Faqat Ek Hi Tasveer Kahan Tak Dekhon

Dil Gaya Tha To Yeh Aankhain Bhi Koi Ly Jata, Main Faqat Ek Hi Tasveer  Kahan Tak Dekhon...!!! ،دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتا  !!!...میں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں दिल गया था तो ये आँखें  भी कोई ले जाता, मैं केवल एक ही तस्वीर  कहाँ तक देखूँ...!!!

Jany Kab Tak Teri Tasveer Nigahon Me Rahi Ho Gai Raat Tere Aks Ko Takty Takty

Jany Kab Tak Teri Tasveer Nigahon  Me Rahi, Ho Gai Raat Tere Aks Ko Takty Takty...!!! ،جانے کب تک تری تصویر نگاہوں میں رہی !!!...ہو گئی رات تیرے عکس کو تکتے تکتے जाने कब तक तेरी तस्वीर   निगाहों  में रही, हो गयी रात  तेरे अक्स  को तकते तकते...!!!

Aawaz Koi Mujh Ko Sunai Nahi Deti Charcha Hai Is Qadar Tere Mere Gumaan Me

Aawaz Koi Mujh Ko Sunai Nahi Deti, Charcha Hai Is Qadar Tere Mere Gumaan Me...!!! آواز کوئی مجھ کو سنائی نہیں دیتی  چرچا ہے اس قدر تیرا میرے گمان میں आवाज़  कोई मुझ को सुनाई नहीं देती, चरचा है इस क़दर तेरा मेरे गुमान  में...!!!

Yeh Aur Baat Ke Dunya Me Dil Nahi Lagta Tere Wajood Se Dunya Azeez Hai Mujhko

Yeh Aur Baat Ke Dunya Me Dil Nahi Lagta, Tere Wajood Se Dunya Azeez Hai Mujhko...!!! ،یہ اور بات کہ دنیا میں دل نہیں لگتا  !!!...تیرے وجود سے دنیا عزیز ہے مجھکو  यह और बात है कि दुनिया में दिल  नहीं लगता, तेरे अस्तित्व से दुनिया प्रिय  है मुझको...!!!

Woh Aaey Ghar Me Humary KHUDA Ki Qudrat Hai Kabhi Hum Unko Kabhi Apny Ghar Ko Daikhty Hain

Woh Aaey Ghar Me Humary KHUDA Ki Qudrat Hai, Kabhi Hum Unko Kabhi Apny Ghar Ko Daikhty Hain...!!! ،وہ آے گھر میں ہمارے خدا کی قدرت ہے  !!!... کبھی ہم ان کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں वो आये घर में हमारे खुद  की कुदरत  है, कभी  हम उन को कभी अपने घर को देखते हैं...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-4

Best Love Urdu Poetry Collection in Images .. Sooraj Humain Har Shaam Yeh Dars Deta Hai, Maghrib Ki Taraf Jaogy To Doob Jaongy...!!! Suna Hai Muhabbat Me Jaan Chali Jati Hai, Kiun Naa Muhabbat Ka Naam Moot Rakh Dain...!!! Teri Yaadon Ki Barish Barasti Hain Mujhpar Jab Bhi, Main Bheeg Zaroor Jati Hon Magar Palkon Ki Had Tak...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-3

Urdu Poetry Images Collection For Lovers.. Naraaz Tum Naraaz Hum Kaisy Mitain Phir Yeh Dooryan, Hum Muntazir Tum Bekhabar Dono Ki Hain Majboryan...!!! Nigahain Bolti Hain Betahasha, Muhabbat Pagloon Ki Guftagu Hai...!!! Nikala Mujhko Jannat Se Faraib Zindge Dekar, Diya Phir Shook Jannat Ka Yeh Heraani Nahi Jati...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-2

Top ( 10 ) Ten Love Images of Urdu Poetry .. Mere Lafzoon Se Nikal Jaey Asar, Koi Khahish Jo Tere Baad Karon...!!! Meri Haisiyat Ka Andaza Tum Yeh Jaan Kar Laga Lo, Hum Kabhi Unky Nahi Hoty Jo Kisi Ke Ho Jain...!!! Meri Saans Ka Bharosa Kahan Saath Chor Jaey, Meri Zaat Se Wabasta Logo Mujhy Maaf Kar Ke Sona ...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-1

The Best Images of Urdu Love Poetry . Kitaab-e- Ishq Likhny Ki Mujhy Fursat Nahi Sahib, Abhi Tak Bewafai Par Meri Tehreer Baki Hai...!!! Kitaboon Ki Tarha Hai Woh Bhi, Alfaaz Se Bharpoor, Magar Khaamoosh...!!! Kitny Aansu Baha Diaey Chaar Din Ki Muhabbat Me, Agar Sajdy Me Bahaty To Guhagaar Na Hoty...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-5

Top (10) Ten Urdu Poetry Images Collection... Jee To Chahta Hai Tujhy Cheer Rakh Duon Aey Dil , Na Woh Rahy Tujhme Na Tu Rahy Mujhme...!!! Jo Aana Chao To Hazaar Rasty Hain Na Aana Chaho To Uzrr Lakhoon, Mizaaj Barham Tweel Rasta Barasti Baarish Kharaab Mousam ...!!! Kaash Dil Ki Aawaz Ka Itna Asar Ho Jaey, Hum Umhain Yaad Karin Aur Unhain Khabar Ho Jaiy...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-3

World's Best Urdu Font Poetry Collection. Bass Jaty Hain Dil Me Ijazat Liaey Baghair, Woh Loog Jihain Hum Zindagi Bhar Paa Nahi Sakty...!!! Bohat Andar Tak Tabhahi Macha Deta Hai, Woh Ashk Jo Aankhon Se Beh Nahi Sakta...!!! Bohat Bebaak Aankhon Me Taluk Tik Nahi Pata, Muhabbat Me Kashish Rakhny Ko Sharmana Zaroori Hai...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-2

This Is The Best Poetry Collection In Urdu Poetry World... Aaj Bata Raha Hon Nuskha-e- Muhabbat Tumhain, Na Chahat Ko Had Sy Barhao Na Ishq Ko Sar Par Charaho...!!! Aaj Bhi Uski Aankhon Me Raaz Wahi Tha Chehra Wahi Tha Chrey Ka Libaas Wahi Tha, Kaisy Usko Bewafa Keh Don Yaaro Aaj Bhi Usky Dekhny Ka Andaaz Wahi Tha...!!! Abb Aa Gaya Hai Mujhme Me Hosla Tujhy Choorny Ka, Main Aakhri Saans Leta Hon Aur Tum Aazad...!!!

Urdu Poetry Images And Pictures Vol-1

Bewafai Ki Sab Kitaboon Me, Tere Jesi Koi Misaal Nahi...!!! Har Shakhs Se Sun Raha Hun Main Daastan Apni, Bas Mujhko Hi Pata Nahi Main Barbaad Q Huaa...!!! Hazaar Jaam Tasadu Hazaar Mekhany,

Urdu Love Shayari With Images

Baith Ke Tanha Udaas Raaton Me Yeh Sochti Rehti Hoon, Zindagi Khatam Ho Rahi Hai Wafa Ki Talash Karte Karte...!!! Theek Hi Kehta Tha Mere Muqadar Ka Sitara , Tu Muhabbat Kare Gi To Main Gardish Kron Ga...!!! Ab To Baarishon Me Bhi Us Ko Meri Yaad Nahi Aati,