Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Tanha Shayari

Hindi Tanhai Shayari with Images

Zindagi Jis Ky Naam Hum Ny Ki Thi, Naam Ko Bhi Woh Humara Na Hua...!!! Ba'zahir Dikh Raha Hun Tanha Tanha Sa, Kisi K Saath Hun Main Bichhra Huaa...!!! Bas Aik Lamhy Ko Fursat Naseeb Ho Jaye Mujhy, Humein Bhi Apny Dil-e-zaar Ki Khabar To Mily...!!! Bura Kiya Tha Agr Hum Saath Hoty Tumhary, Main Bas Tanha Safar Sy Dar Raha Thaa...!!! Chup Chaap Sulagta Hai Diya Tum Bhi To Dekho, Kis Dard Ko Kehty Hain Wafaa Tum Bhi To Dekho...!!! Dil-E-Betaab Marny Sa Laga Hai, Isy Apni Duaon Main Piroo Lo...!!! Har Pall Kisi Ki Yaad K Pehloo Main Rahun Main, Sochun To Bikhar Jaon, Niklun To Kidhar Jaon...!!! Jesy Meri Nigaah Ny Dekhaa Na Ho Kabhi, Mehsoos Yeh Hua Har Baar Tujhy Dekh Kar...!!! Kabhi Kabhaar Usy Dekh Leyn, Us Sy Mil Layn SahiR, Yeh Kab Kaha Tha Ki Woh Khushbadan Humara Ho...!!! Khawab Dar Khawab Dhoondti Hai Nazar , Kiya Tujhy Sach Main Kho Diya Main Ny...!!!

Best Collection Of Tanhai Shayari, SMS, Text With Urdu Font

Tery hoty howey bhi tanhayi mili hai Wafa kar ky bhi dekho buraayi mili hai Jitni dua ki main ny tumhain paany ki Us sy ziyada mujhy teri judayi mili hai...!!! Tanhayi mein ham teri taktay hain raahein Tumhain dekhny ko tarasti hain nigahein Hamein by khudi ka ye aalam hai kaisa Tumhain yad kar ky nikalti hain aahein...!!! Ahtiyatan dekhta chal apny saaye ki taraf Is tarha shayad tujhy ahsas e tanhayi na ho...!!! Rony sy kisi ko kuch haasil nahi hota Jo khud bichar jaye wo sathi nahi hota Dosron ki to ham khud mahfil sajaty hain Par hamari tanhai mein koi shamil nahi hota...!!! Intzar ki aarzo ab kahein kho gayi hai Khamoshion ki aadat ab hamein ho gayi hai Na koi shikwa raha na shikayat kisi sy Ab muhabatein tanhaion ki parchayi ho gayi hai...!!! Mainy dekhy howey hain wo lamhy Khamoshi jab kalam karti hai...!!! Adaa labon sy dil ki baat hony do Qaboll aaj dil ki...