Skip to main content

Love Shayari SMS in Hindi With Lovely Images


Jaan Kar Anjan Banna Acha Lagta Hai
Mujey Unko Apne Liay Pareshan Karna Acha lagta hai,

Muje Woh Karte Rahe Piyar Ka Iqrar
Bar Bar Nadan Ban Kar Har Bar Sunna Acha Lagta Hai...!!!






Uski Batain Bar Bar Yaad Karke Roye
Uske Liye RABB Se Faryaad Karke Roye,

Uski Khushi Ke Liye Choord Diaa Usey
Phir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye...!!!







Koi Judaa Ho Gaya Koi Khafa Ho Gaya
Najane Zindgi Me Humse Kyaa Gunah Ho Gaya,

Bohat Sajde Kiye Kisi Ko Pane Ke Liay
Jis Sajde Me Usy Pana Tha Wohi Qaza Ho Gaya...!!!






Mujhe Qismat Se Shikwa Nahi Lekin "Ay KHUDA"
Woh Zindagi Me Kyun Aya Jo Qismat Me Nahi Tha...!!!






Sochte Hain Seekh Lain Hum Bhi Berukhi Karna Sab Se,
Sab Ko Muhabbat Dete Dete Hum Ne Apni Qadar Kho Di...!!!






Door Ja Kar Bhi Hum Door
Ja Naa Sakenge
Kitna Royenge Hum
Btaa Na Sakenge,

Gham Iska Nahi Ke Aap
Mil Na Sakoge,
Dard Is Baat Ka Koga Ke Hum Aapko
Bhula Na Sakenge...!!!






Amal Se Bhi Mangaa Wafa Se Bhi Mangaa
Tujhe Maine Teri Razaa Se Bhi Mangaa,

Na Kuch Ho Saka To Duaa Se Bhi Mangaa
Kasam Hai KHUDA Ki KHUDA Se Bhi Mangaa...!!!






Mere Rooth Jane Se Ab Unko Koi Faraq Nahi Parta,
BeChain Kar Daiti Thi Kabhi Jinko Khaamoshi Meri...!!!





Un Haseen Palon Ko Yaad Kar Rahe The
Aasmaan Se Aapki Baat Kar Rahe The,

Sukoon Mila Jab Humain Hawaon Ne Btaya
Aap Bhi Hamain Yaad Kar Rahe The...!!!






Mere Piyar Ki Woh Intiha Pochte Hain
Dil Me Hai Kitni Jagaa Pochte Hain,

Chahte Hain Hum Unko Khud Se Ziyada
Is Chaahat Ki Bhi Woh Wajaa Pochte Hain...!!!


Comments

  1. Omg Best Shayari Ever
    दिल लगाकर दिल दुखाया नही करते.
    हसते हुए चेहरे को रुलाया नही करते.
    अरे जब दर्द दुर नही कर सकते तो दर्द देते ही क्यु हो.
    अपने चाहने वाले को इस कदर सताया नही करते.
    Love Shayari

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Muharram Shayari Collection in Urdu

Detaa Ho Asere Mein Jo Paighaam-E-Rehai Tarekh Mein Aisa Koi Qaidi Bhi Kahan Ha, Bazar Mein Abid(A.s) Ko Guzarty Hue Dekho Zanjer Ki Jhankaar Bhi Akbar(A.s) Ki Azaan Ha...!!! -------------------------------------------------------- " Hussain " Tery Tazeem Ja-Baja Hogi,  Yazeed Tery Tazlil  Barmlaa Hogi...!!! -------------------------------------------------------- Janat Ki Aarzo Mein Kahan Ja Rahy Hain Log, Jannat To Karbala Mein Khareedi " HUSSAIN " Nain, Dunia-o-Aakhrat Mein Jo Reh Rhy Hon Chain Say, Jeena ALI Se Sikhoo Marna "HUSSAIN" Say...!!! -------------------------------------------------------- Lafzon Main Kiyaa Likhon " SHAHADAT-E-HUSSAIN "  Mohsin  Qalaam Bhi Mera Ro Dia...!!! --------------------------------------------------------

Best Urdu Love Shayari: Ek Baar Muskura Do To

فردوس جھوم اٹھی فضا گنگنانے لگی تم اگر مسرا اٹھو تو خدا مسکرا اٹھے اک بار مسکرا دو افسانہ چمن کا عنوان ہی بدل دو کلیوں کا دل مسل دو پھولوں کا سر کچل دو آکاش کی جوانی بادل میں چھپائے مہتاب ڈوب جائے تاروں کو نیند آئے زہرہ جبیں پری رو تمثیل ماہ و انجم آنکھیں شراب انگیں جذبات میں تلاطم کھلتے ہوئے لبوں پہ ہنستا ہوا ترانہ اے دلنواز پیکر خاطر میں ہے زمانہ لب ہائے احمریں پر نکھری ہوئی ہے لالی یہ ہلکی ہلکی سرخی تصویر ہے شفق کی آوارہ شوخ زلفیں رخسار چومتی ہیں بے خود میں جھومتی ہیں ہو زیست کا سہارا تم موج میں کنارا لیکن سنو خدارا اک بار مسکرا دو اک نوجواں مسافر فطرت کا لا ابالی اک عالم جنوں میں اک سمت چل رہا تھا جیسے کہ اپنی دھن میں پربت پہ چڑھ رہا تھا زلفیں کہ منتشر تھیں چہرے سے مضمحل تھا نظریں کہ راہ پہ تھیں کتنا شکستہ دل تھا ماضی کے دھندلکوں میں اک عکس پا رہا تھا گزرا ہوا زمانہ پھر یاد آرہا تھا ارماں تڑپ رہے تھے

Islamic Quotes, Hadees and Sayings SMS in Urdu with Pictures for Facebook Posts

Aey Allah main tery naam sy din ka aagaz kar raha hon mera aur tamam musalmano ka sara din acha guzray aamin...!!! Gunahon Ka Boojh Halka Kijiaey. Hazrat abdullah bin umer (R.A) farmaty han ky mainy rasool Allah (S.A.W) ko ye  irshad farmaty howey suna: "Jab koi shakhs nimaz keliye khara hota to usky gunah usky sar aur kandhon par  rakh diye jaty jab jab wo rakoo aur sajdy mein jata to wo gunah girty rahty hain....!!!"