Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista Mohabbat ho rahi hai BeHijaab ahista ahista, Suna ha woh kitabon m hamara naam likhty han Tbhi to woh bhi parhty han kitaab ahista ahista, Dilon mein dooriyan hon to mobhabbat aur barhti hai Samajh aaye ga un ko ye hisaab ahista ahista...!!!
Comments
Post a Comment