Very Sad Dil Urdu Shayari/Poetry Pictures for Facebook Status


Sunana chahata hun hal-e-DIL jis aik jumly mein,
Bikhra jata ha wo jumla kabhi yakja nahi hota...!!!




Nishani jo tujhy di thi juda hoty howey mainy,
Pahan kar aa phir wahi kangan tujhy DIL yaad karta hai...!!!




Mukhtasar itna ky do harfon sy ban jaty hain DIL,
Aur wasee itan ky is mein do jahan ky raaz hain...!!!




Kisi ko deta ha takleef kisi ka na hona bhi Abbas,
Zarori to nahi DIL dukhany keliye koi DILDAR hi ho...!!!





Kisi ka dard ho DIL-e-beqrar apna hai,
Zaid, hawaa kahain ki seena fanqaar apna ho...!!!



Usny pocha kiya bana DIL ka,
Mainy bhi kah diya dharakta ha...!!!




Woh jinhain ham ny sonpi hain DIL ki dharkanein,
Woh apna aik pal deny py hazar bar sochtay hain...!!!




Zindagi jeeny keliye.

Zindagi jeeny keliyeArman zaroori hai
Har khushi paany keliye,
Imtihan zaroori hai,
Par zaid chahry par aik muskan zaroori hai...!!!




Suno.

Abb kuch dinon se haal easaa hai
Koi kitni bhi zillat de
Koi jitni bhi ronat sy humain roonde
Bura bilkul nhi lagta
Glla koi nhi hota
Sakoon mehsoos hota hai


Comments