Sad Urdu Poetry with Images for Facebook Timeline Posts Status Vol-03

Romantic shayari tum ko dekhon to mujhy piyar buhat aata ha

Tumko dekhon to mujhy piyar buhat aata ha,
Zindagi itni haseen pahly to nahi lagti thi...!!!



Sad shayari aanso baha baha ky bhi hoty nahi hain kam

Aanso baha baha ky bhi hoty nahi han kam
Kitni ameer hoti han ankhein gharib ki...!!!



Sad shayari apni marzi sy bhi do char kadam chalny dy zindagi ham tery kahny py chaly han barson

Apni marzi sy bhi do char kadam chalny dy
Zindagi ham tery kahny py chaly han barso...!!!




Sad shayari bas jaty hain dil mein ijazat liyebagair wo loag jinhain ham zindagi bhar pa nahi sakty

Bas jaty han dil mein ijazat liye bagair
Wo log jinhain ham zindagi bhar pa nahi sakty...!!!



Sad shayari bata konsy mousam mein ham umeed e wafa rakhein

Bata konsy mousam mein ham umeed-e-wafa rakhein
Tujh ko to december mein bhi ham yad nahi aaye...!!!



Sad shayari jab tak na lagy bewafai ki thokar har kisi ko apni muhabbat py naz hota ha

Jab tak na lagy bewafai ki thokar
Har kisi ko apni muhabbat par naz hota ha...!!!



Sad shayari ab kar ky faramosh to nashad karo gy

Ab kar ky faramosh to nashad karo gy
Par ham jo na hon gy to buaht yad karo gy...!!!



Sad shayari aik farq ha wadon aur yadon mein wady ham torr dety han aur yadein hamein torr deti hain

"Aik farq ha wadon aur yadon mein
Wady ham torr dety hain aur
Yadein hamein torr deti han...!!!"



Sad shayari is raat ki udasion sy pocho hamary dil ki halat

Is raat ki udasion sy pocho hamary dil ki halat
Jab tumhari yad aati ha andhery aur bhi gahray ho jaty hain...!!!



Sad shayari Jitny bhi lafz hain wo mahakty gulab hain

Jitny bhi lafz hain wo mahakty gulab han
Lahjy ky farq sy inhain talwar mat bana...!!!



Comments