Sad Shayari and Images for Facebook Post in Urdu

Urdu Shayari Picture for Facebook Timeline Post Status.

Love shayari Tumhary wasty rakhy hain mainy do tohfy

Tumhary wasty rakhy hain mainy do tohfy
Dil ibtida keliye jaan intiha keliye...!!!



Sad shayari kitny majbor hain taqdeer ky hathon na usey pany oakat na usey khony ka hosla

Kitny majboor hain taqdeer ky hathon
Na usey pany ki oakat na usey khony ka hosla...!!!



Sad shayari main dhoop mein tha to usny sukarr li shakhein

Main dhoop mein tha usny sukerr li shakhein
Wo be lihaz mery hath ka lagaya howa...!!!



Sad shayari mery hosly ka kamal tha ky jawaban main khamosh raha

Mery hosly ka kamal tha k jawaban main khamosh raha
Warna jawab aisy they ky sawal hi paida na hoty...!!!



Sad shayari nazar andaz karny ki waja kuch to bataty ab main khud mein kahan kahan burai dhondon

Nazar andaz karny ki waja kuch to bataty
Ab kahan kahan main khud mein burai dhondon...!!!



Sad shayari shahar ki ronaqein marny lagi hain tera aana zarori ho gaya ha

Shahar ki ronaqein marny lagi hain,
Tera aana zarori ho gaya ha...!!!



Sad shayari tum is shahar ky husn e sulook sy wakif nahi faraz

Tum is shahar ky husn-e-sulook sy wakif nahi faraz
Ye to apny mohsin ko bhi sar-e-aam saza dety han...!!!



Sad shayari unglian meri wafa py na uthana logo jis ko shak ha wo mujh sy nibhah ky dekhy

Unglian meri wafa py na uthana logo
Jis ko shak ha, wo mujhsy nibhah kar ky dekhy...!!!



Sad shayari aqal kahti ha khamosh rahon zabt karon

Aqal kahti ha khamosh rahon zabt karon
Junoon kahta ha uth ghunghro pahan, dhool urra...!!!



Sad shayari dil ko karachi samajh rakha ha tum ny

Dil ko karachi samajh rakha ha tumny
Aaty ho, jalaty ho, chaly jaty ho...!!!



Sad shayari hath thamy howy tanhai ka raks karta tha akela koi

Hath thamy howey tanhai ka
Raks karta tha akela koi...!!!



Sad shayari jan tan sy nikal gai lekin tu nahi mery dhiyan sy nikla

Jan tan sy nikal gai lekin
Tu nahi mery dhiyan sy nikla...!!!



Sad shayari karo phir sy koi wada kabhi na bicharny ka

Karo phir say koi wada kabhi na bicharny ka
Tumhain kiya farq parrta bicharny mein mukarny mein...!!!



Sad shayari khuda ky wasty wapis kar do bina dil ky dil nahi lagta

KHUDA ky wasty wapis kardo
Bina dil ky dil nahi lagta...!!!



Sad shayari kinar-e-aab khara khud sy kah raha koi

Kinar-e-aab khara khud say koi kah raha ha koi
Gumaan guzarta ha ye shakhs dosra ha koi...!!!



Comments